Dukh Fasana Nahin Ki Tujhse Kahen
Dukh fasana nahin ki tujh se kahen Dil bhi maana nahin ki tujh se kahen Aaj tak apni bekali ka sabab Khud bhi jaana nahin ki tujh se kahen Be-tarah…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Dukh fasana nahin ki tujh se kahen Dil bhi maana nahin ki tujh se kahen Aaj tak apni bekali ka sabab Khud bhi jaana nahin ki tujh se kahen Be-tarah…
Bada ehsan ham farma rahe hain Ki un ke ḳhat unhen lauta rahe hain Nahin tark-e-mohabbat par vo raazi Qayamat hai ki ham samjha rahe hain Yaqin ka rasta tai…
Baat koi umiid ki mujh se nahin kahi gai So mire ḳhvab bhi gae so meri niind bhi gai Dil ka tha ek muddaa jis ne tabah kar diya Dil…
Apni manzil ka rasta bhejo Jaan ham ko vahan bula bhejo Kya hamara nahin raha savan Zulf yaan bhi koi ghata bhejo Nai kaliyan jo ab khili hain vahan Un…
Apne Sab yaar kaam kar rahe hain Aur ham hain ki naam kar rahe hain Teġh-bazi ka shauq apni jagah Aap to qatl-e-am kar rahe hain Dad-o-tahsin ka ye shor…
Apna ḳhaka lagta huun Ek tamasha lagta huun ainon ko zang laga Ab main kaisa lagta huun Ab main koi shaḳhs nahin Us ka saaya lagta huun Saare rishte tishna…
Ajab halat hamari ho gai hai Ye duniya ab tumhārī ho ga.ī hai Suḳhan mera udasi hai sar-e-sham Jo ḳhamoshi pe taari ho gai hai Bahut hi ḳhush hai dil…
Ajab ik taur hai jo ham sitam ijad rakhen Ki na us shaḳhs ko bhulen na use yaad rakhen Ahd is kucha-e-dil se hai so us kuche men Hai koi…
Aish-e-ummid hi se ḳhatra hai Dil ko ab dil-dahi se ḳhatra hai Hai kuchh aisa ki us ki jalvat meñ Hamen apni kami se ḳhatra hai Jis ke aġhosh ka…
Ai subah main ab kahan raha huun Khvabon hi men sarf ho chuka huun Sab mere baġhair mutmain hain Main sab ke baġhair ji raha huun Kya hai jo badal…