Dono Jahan De Ke Wo Samjhe Ye Khush Raha
Dono jahān de ke vo samjhe ye ḳhush rahā Yaañ aa padī ye sharm ki takrār kyā kareñ Thak thak ke har maqām pe do chaar rah ga.e Terā pata…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Dono jahān de ke vo samjhe ye ḳhush rahā Yaañ aa padī ye sharm ki takrār kyā kareñ Thak thak ke har maqām pe do chaar rah ga.e Terā pata…
Dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyā Zaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā Be-niyāzī had se guzrī banda-parvar kab talak Ham kaheñge hāl-e-dil aur aap farmāveñge kyā…
Dil hī to hai na sañg-o-ḳhisht dard se bhar na aa.e kyuuñ Roeñge ham hazār baar koī hameñ satāe kyuñ Dair nahīñ haram nahīñ dar nahīñ āstāñ nahīñ BaiThe haiñ…
Dhotā huuñ jab maiñ piine ko us sīm-tan ke Paañv Rakhtā hai zid se khīñch ke bāhar lagan ke Paañv Dī sādgī se jaan padūñ kohkan ke Paañv Haihāt kyuuñ…
Dhamkī meñ mar gayā jo na bāb-e-Nabard thā Ishq-e-nabard-pesha Talabgār-e-mard thā Thā zindagī meñ marg kā khatkā lagā huā Udne se pesh-tar bhī mirā rañg Zard thā Tālīf nusḳha-hā-e-vafā kar…
Dekhnā qismat ki aap apne pe rashk aa jae hai Maiñ use dekhūñ bhalā kab mujh se dekhā jae hai Haath dho dil se yahī garmī gar Andeshe meñ hai…
Dekh kar dar-Parda garm-e-Dāman-Afshānī mujhe Kar ga.ī vābasta-e-tan merī Uryānī mujhe Ban gayā teġh-e-nigāh-e-yār kā sañg-e-fasāñ Marhabā maiñ kyā mubārak hai girāñ-jānī mujhe Kyuuñ na ho be-iltifātī us kī ḳhātir…
Dar-ḳhūr-e-Qahr-o-Ghazab jab koī ham sā na huā Phir ġhalat kyā hai ki ham sā koī paidā na huā Bandagī meñ bhī vo Azāda o ḳhud-bīñ haiñ ki ham UlTe phir…
Dard se mere hai tujh ko be-qarārī hae hae Kyā huī Zālim tirī ġhaflat-shi.ārī hae hae Tere dil meñ gar na thā āshob-e-ġham kā hausla Tū ne phir kyuuñ kī…
Dahr meñ naqsh-e-vafā vajhe-tasallī na huā Hai ye vo lafz ki sharminda-e-manī na huā Sabza-e-ḳhat se tirā kākul-e-sarkash na dabā Ye zamurrad bhī harīf-e-dam-e-afī na huā Maiñ ne chāhā thā…