Gai Wo Baat Ki Ho Guftugu To Kyunkar Ho
Gaī vo baat ki ho guftugū to kyūñkar ho Kahe se kuchh na huā phir kaho to kyūñkar ho Hamāre zehn meñ is fikr kā hai naam visāl Ki gar…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Gaī vo baat ki ho guftugū to kyūñkar ho Kahe se kuchh na huā phir kaho to kyūñkar ho Hamāre zehn meñ is fikr kā hai naam visāl Ki gar…
Fariyād kī koī lai nahīñ hai Naala pāband-e-nai nahīñ hai Kyuuñ bote haiñ bāġhbāñ toñbe Gar baaġh gadā-e-mai nahīñ hai Har-chand har ek shai meñ tū hai Par tujh sī…
Fāriġh mujhe na jaan ki mānind-e-sub.h-o-mehr Hai dāġh-e-ishq zīnat-e-jeb-e-kafan hunūz Hai nāz-e-muflisāñ zar-e-az-dast-rafta par Huuñ gul-farosh-e-shoḳhi-e-dāġh-e-kohan hunūz Mai-ḳhāna-e-jigar meñ yahāñ ḳhaak bhī nahīñ Khamyāza khīñche hai but-e-be-dād-fan hunūz Juuñ jaada…
Ek ek qatre kā mujhe denā paḌā Hisāb Khūn-e-jigar vadī.at-e-mizhgān-e-yār thā Ab maiñ huuñ aur mātam-e-yak-shahr-Arzū Todā jo tū ne aa.ina timsāl-dār thā Galiyoñ meñ merī na.ash ko khīñche phiro…
Dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai Aḳhir is dard kī davā kyā hai Ham haiñ mushtāq aur vo be-zār Yā ilāhī ye mājrā kyā hai Maiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā…
Dil mirā soz-e-nihāñ se be-muhābā jal gayā Atish-e-ḳhāmosh kī mānind goyā jal gayā Dil meñ zauq-e-vasl o yād-e-yār tak baaqī nahīñ Aag is ghar meñ lagī aisī ki jo thā…
Dil se tirī nigāh jigar tak utar ga.ī Donoñ ko ik adā meñ razā-mand kar ga.ī Shaq ho gayā hai siina ḳhushā lazzat-e-farāġh Taklīf-e-parda-dāri-e-zaḳhm-e-jigar ga.ī Vo bāda-e-shabāna kī sarmastiyāñ kahāñ…
Dil lagā kar lag gayā un ko bhī tanhā baiThnā Bare apnī bekasī kī ham ne paa.ī daad yaañ Haiñ zavāl-āmāda ajzā āfrīnash ke tamām Mahr-e-gardūñ hai charāġh-e-rahguzār-e-bād yaañ Hai…
Dīvānagī se dosh pe zunnār bhī nahīñ Yaanī hamāre jaib meñ ik taar bhī nahīñ Dil ko niyāz-e-hasrat-e-dīdār kar chuke Dekhā to ham meñ tāqat-e-dīdār bhī nahīñ Milnā tirā agar…
Diyā hai dil agar us ko bashar hai kyā kahiye Huā raqīb to ho nāma-bar hai kyā kahiye Ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe Qazā…