Ghuncha-E-Na-Shagufta Ko Dur Se Mat Dikha Ki Yun
Ghuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñ Bose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñ Pursish-e-tarz-e-dilbarī kījiye kyā ki bin kahe Us ke har ek ishāre…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Ghuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñ Bose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñ Pursish-e-tarz-e-dilbarī kījiye kyā ki bin kahe Us ke har ek ishāre…
Gulshan ko tirī sohbat az-bas-ki Khush aa.ī hai Har ġhunche kā gul honā āġhosh-Kushā.ī hai Vaañ kañgar-e-istiġhnā har-dam hai Bulandī par Yaañ naale ko aur ulTā dāvā-e-rasā.ī hai Az-bas-ki sikhātā…
Gila hai shauq ko dil meñ bhī Tañgi-e-jā kā Guhar meñ mahv huā iztirāb dariyā kā Ye jāntā huuñ ki tū aur pāsuḳh-e-Maktūb Magar sitam-zada huuñ zauq-e-Khāma-farsā kā Hinā-e-pā-e-ḳhizāñ hai…
Gham khāne meñ buudā dil-e-Nākām bahut hai Ye rañj ki kam hai mai-e-gulfām bahut hai Kahte hue saaqī se hayā aatī hai varna Hai yuuñ ki mujhe durd-e-tah-e-Jām bahut hai…
Ghair leñ mahfil meñ bose jaam ke Ham raheñ yuuñ tishna-lab paiġhām ke Khastagī kā tum se kyā shikva ki ye HathkanDe haiñ charḳh-e-nīlī-fām ke Khat likheñge garche matlab kuchh…
Ghāfil ba-vahm-e-nāz ḳhud-ārā hai varna yaañ Be-shāna-e-sabā nahīñ turra gayāh kā Bazm-e-qadah se aish-e-tamannā na rakh ki rañg Said-e-ze-dām-e-jasta hai us dām-gāh kā Rahmat agar qubūl kare kyā ba.iid hai…
Garm-e-fariyād rakhā shakl-e-nihālī ne mujhe Tab amaañ hijr meñ dī bard-e-layālī ne mujhe Nisyah-o-naqd-e-do-ālam kī haqīqat mālūm Le liyā mujh se mirī himmat-e-ālī ne mujhe Kasrat-ārā.i-e-vahdat hai parastārī-e-vahm Kar diyā…
Gar tujh ko hai yaqīn-e-ijābat duā na maañg Ya.anī baġhair-e-yak-dil-e-be-mudda.ā na maañg Aatā hai dāġh-e-hasrat-e-dil kā shumār yaad Mujh se mire gunah kā hisāb ai ḳhudā na maañg Ai aarzū…
Gar na andoh-e-shab-e-furqat bayāñ ho jāegā Be-takalluf dāġh-e-mah mohr-e-dahāñ ho jāegā Zohra gar aisā hī shām-e-hijr meñ hotā hai aab Partav-e-mahtāb sail-e-ḳhānumāñ ho jāegā Le to luuñ sote meñ us…
Gar ḳhāmushī se fā.eda iḳhfā-e-hāl hai Khush huuñ ki merī baat samajhnī muhāl hai Kis ko sunā.ūñ hasrat-e-iz.hār kā gila Dil fard-e-jama-o-ḳharch Zabāñ-hā-e-lāl hai Kis parde meñ hai ā.ina-pardāz ai…