Hun Main Bhi Tamashai-E-Nairang-E-Tamanna
Huuñ maiñ bhī tamāshā.i-e-nairañg-e-tamannā Matlab nahīñ kuchh is se ki matlab hī bar aave
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Huuñ maiñ bhī tamāshā.i-e-nairañg-e-tamannā Matlab nahīñ kuchh is se ki matlab hī bar aave
Hujūm-e-ġham se yaañ tak sar-nigūnī mujh ko hāsil hai Ki tār-e-dāman o tār-e-nazar meñ farq mushkil hai Rafū-e-zaḳhm se matlab hai lazzat zaḳhm-e-sozan kī Samajhiyo mat ki pās-e-dard se dīvāna…
Huī tāḳhīr to kuchh bā.is-e-tāḳhīr bhī thā Aap aate the magar koī ināñ-gīr bhī thā Tum se bejā hai mujhe apnī tabāhī kā gila Us meñ kuchh shā.iba-e-ḳhūbi-e-taqdīr bhī thā…
Hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle Bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle Dare kyuuñ merā qātil kyā rahegā us kī gardan par Vo ḳhuuñ…
Havas ko hai nashāt-e-kār kyā kyā Na ho marnā to jiine kā mazā kyā Tajāhul-peshgī se mudda.ā kyā Kahāñ tak ai sarāpā naaz kyā kyā Navāzish-hā-e-bejā dekhtā huuñ Shikāyat-hā-e-rañgīñ kā…
Hasad se dil agar afsurda hai garm-e-tamāshā ho Ki chashm-e-tañg shāyad kasrat-e-nazzāra se vā ho Ba-qadr-e-hasrat-e-dil chāhiye zauq-e-ma.āsī bhī Bharūñ yak-gosha-e-dāman gar āb-e-haft-dariyā ho Agar vo sarv-qad garm-e-ḳhirām-e-nāz aa jaave…
Harīf-e-matlab-e-mushkil nahīñ fusūn-e-niyāz Duā qubūl ho yā rab ki umr-e-ḳhizr darāz! Na ho ba-harzah bayābāñ-navard-e-vahm-e-vajūd Hanūz tere tasavvur meñ hai nasheb-o-farāz Visāl jalva tamāshā hai par dimāġh kahāñ Ki diije…
Hasad se dil agar afsurda hai garm-e-tamāshā ho Ki chashm-e-tañg shāyad kasrat-e-nazzāra se vā ho Ba-qadr-e-hasrat-e-dil chāhiye zauq-e-ma.āsī bhī Bharūñ yak-gosha-e-dāman gar āb-e-haft-dariyā ho Agar vo sarv-qad garm-e-ḳhirām-e-nāz aa jaave…
Hai vasl hijr ālam-e-tamkīn-o-zabt meñ Māshūq-e-shoḳh o āshiq-e-dīvāna chāhiye Us lab se mil hī jā.egā bosa kabhī to haañ Shauq-e-fuzūl o jur.at-e-rindāna chāhiye Ashiq naqāb-e-jalva-e-jānāna chāhiye Fānūs-e-shama ko par-e-parvāna chāhiye
Har qadam dūri-e-manzil hai numāyāñ mujh se Merī raftār se bhāge hai bayābāñ mujh se Dars-e-unvān-e-tamāshā ba-taġhāful ḳhush-tar Hai nigah rishta-e-shīrāza-e-mizhgāñ mujh se Vahshat-e-ātish-e-dil se shab-e-tanhā.ī meñ Sūrat-e-dūd rahā saaya…