Shikwe Ke Nam Se Be-Mehr Khafa Hota Hai
Shikve ke naam se be-mehr ḳhafā hotā hai Ye bhī mat kah ki jo kahiye to gila hotā hai Pur huuñ maiñ shikve se yuuñ raag se jaise baajā Ik…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Shikve ke naam se be-mehr ḳhafā hotā hai Ye bhī mat kah ki jo kahiye to gila hotā hai Pur huuñ maiñ shikve se yuuñ raag se jaise baajā Ik…
Jahāñ terā naqsh-e-qadam dekhte haiñ Khayābāñ ḳhayābāñ iram dekhte haiñ Dil-āshuftagāñ ḳhāl-e-kunj-e-dahan ke Suvaidā meñ sair-e-adam dekhte haiñ Tire sarv-qāmat se ik qadd-e-ādam Qayāmat ke fitne ko kam dekhte haiñ…
Jāda-e-rah ḳhur ko vaqt-e-shām hai tār-e-shuā.a Charḳh vā kartā hai māh-e-nau se āġhosh-e-vidā.a Sham.a se hai bazm-e-añgusht-e-tahayyur dar dahan Sho.ala-e-āvāz-e-ḳhūbāñ par ba-hañgām-e-simā.a Juuñ par-e-tā.ūs jauhar taḳhta mashq-e-rañg hai Bas-ki hai…
Jab tak dahān-e-zaḳhm na paidā kare koī Mushkil ki tujh se rāh-e-suḳhan vā kare koī Aalam ġhubār-e-vahshat-e-majnūñ hai sar-ba-sar Kab tak ḳhayāl-e-turra-e-lailā kare koī Afsurdagī nahīñ tarab-inshā-e-iltifāt Haañ dard ban…
Jab ba-taqrīb-e-safar yaar ne mahmil bāñdhā Tapish-e-shauq ne har zarre pe ik dil bāñdhā Ahl-e-bīnash ne ba-hairat-kada-e-shoḳhi-e-nāz Jauhar-e-ā.ina ko tūti-e-bismil bāñdhā Yaas o ummīd ne yak-arbada maidāñ māñgā Ijz-e-himmat ne…
Ishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanā Dard kā had se guzarnā hai davā ho jaanā Tujh se qismat meñ mirī sūrat-e-qufl-e-abjad Thā likhā baat ke bante hī judā ho…
Ishq tāsīr se naumīd nahīñ Jāñ-sapārī shajar-e-bīd nahīñ Saltanat dast-ba-dast aa.ī hai Jām-e-mai ḳhātam-e-jamshed nahīñ Hai tajallī tirī sāmān-e-vajūd Zarra be-partav-e-ḳhurshīd nahīñ Rāz-e-māshūq na rusvā ho jaa.e Varna mar jaane…
Ishq mujh ko nahīñ vahshat hī sahī Merī vahshat tirī shohrat hī sahī Qat.a kiije na ta.alluq ham se Kuchh nahīñ hai to adāvat hī sahī Mere hone meñ hai…
Ibn-e-maryam huā kare koī Mere dukh kī davā kare koī Shar.a o aa.iin par madār sahī Aise qātil kā kyā kare koī Chaal jaise kaḌī kamān kā tiir Dil meñ…
Hāsil se haath dho baiTh ai ārzū-ḳhirāmī Dil josh-e-girya meñ hai Duubī huī asāmī Us sham.a kī tarah se jis ko koī bujhā de Maiñ bhī jale-huoñ meñ huuñ dāġh-e-nā-tamāmī…