Rasam-e-Muhabbat Gulal Hojaegi..!
Rasam-e-muhabbat gulal hojaegi..! Haseen to pehle se thi, aik rubabi chal hojaegi..!! Nigahon me sitaron sa khud ko saza lu mai..! Raat ki chamak me haseen sham hojaegi..!!
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Rasam-e-muhabbat gulal hojaegi..! Haseen to pehle se thi, aik rubabi chal hojaegi..!! Nigahon me sitaron sa khud ko saza lu mai..! Raat ki chamak me haseen sham hojaegi..!!
Muskura ker jo tera, vo palat ker dekhna..! Ninde gae aur chain bhi, ruh-he-falak bhi kho gae..!!
Nahi talash mujhe uski jo mujhe sahara de..! Mujhe uski talash hai jo usse pehle hi mera hath tham le..!!
Kadar us chand ki sabne ki, Jo sabki pahuch se duur hai..! Mera chand to mere pas hai, khafa hai thoda aur kamoshi ka saruur hai..!!
Na Rah ye aasan na manzil kareeb hai..! Mukhtasar si hai zindagi, aur Khwab ajeeb hai..!!
Is oos ki thandi bundo ko , in ankho se lipat jane dona..! Apne dil ke paimane me zara hume bhi bikhar jane dona..!!
Bhadi mehfil me akela hu, ye dastan mai kisko sunau..! Yha sab dekte mujhko ke gar ankhe band hai sab ki..!! Ye vo parda hai jo pada hai jo bhul…
Dil me halchal si machi hai na kehne ki..! Lekin ye riwazon ki kash-m-kash hai jo haan bulwati hai..!!
Jaha dekho ishque ke bimar baithe hai..! Hazaro lut gae lakho tyyar baithe hai..!! Ker di zindagi khud ishque me barbad..! Ab kehte hai bhai dua karo, berozgar baithe hai..!!
Khamoshi bhi kehti hai, bas tera mijaz sunne ka ho..!! Verna aksar shor bhi logo ko sunae nhi deta..!!