Fakr Hota Hai Unhe
Fakr hota hai unhe apni har ek parvaan pe, Vo jo na rakhte khabar apne agaaz aur anjam pe, Bekhabar logon ko khaa jate hain hadse aksar, Kaan to rakhna…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Fakr hota hai unhe apni har ek parvaan pe, Vo jo na rakhte khabar apne agaaz aur anjam pe, Bekhabar logon ko khaa jate hain hadse aksar, Kaan to rakhna…
Aasman ko zameen se mila de gar yakeen hai khud pe, Pyase ko dariya se mila de, gar yakee hai khudpe, Zamana aaj hai khudgarjon ka, baimanon ka, Tu sambhal…
Vo dard the shukoon the tanhai mein hamsafar the mere, saaye ki tarah sath the,zehan me perchhai sa mere, Aaj dil tuta to tarap ne puchha humse, kya ab bhi…
Chalo aaj door kahin chalte hain, kisi duniya mein nayi, Jahan yaadon ke samundar jharne se milte hai kahin, Baarish ki bundon ko sheep sajaa baitha hai jahan, Ya jahan…
Ek tabbassum si chamak thi teri aankhon mein, ki tujhe us samundar ka kinara na mila, mehfil sazi thi, bahut log the vahan, lekin us bheed mein bhi apno ka…
Jazire shokh mein tujhko, zamane bhar mein yu dhundha, Dilon ki gehrai se lekar, uzale mein tujhe dhundha, Teri parchhai ki khwahish mein bhatka dar badar yuhi, Tere ekhlak ko…
Kaun hoon mai kya vajood hai mera, Tere seene mein kyun dhadkta hai dil ye mera, Chot tujhko lagti tadap is dil mein hoti hai, Kahin mere seene mein to…
Aaj tha mayus dil, yu tanhai mein ro pada, Ankhon mein khoya tha unki yadon mein bhi khone lga, Masumiyat se dekha jo usne ,kya haseen vo sham thi, Tanhai…
Dil bechain tha par ise kinara na mila, Machalti raaton mein tere husn ka sahara na mila, Log peete hai ishq me khud ko mita lene ko, Hume to Ishq…
Mere har alfaz dikhate hain aaena tujhko, Jinki hoti hai neeyat jaisi, vo paate hain vaisa khudko, Sheher ye mera hai, yhan sab apne hai log, Tu apna na mane…