Chale Aao Ab To
Chale aao ab to subah ho chali hai, Dil mein chhupa andhera mita lo yaaron, Kidhar dekhte ho kamyabi yahan hai, Momin ke dil ke gehrayion mein chupi hai.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Chale aao ab to subah ho chali hai, Dil mein chhupa andhera mita lo yaaron, Kidhar dekhte ho kamyabi yahan hai, Momin ke dil ke gehrayion mein chupi hai.
Yun baith kar lafzon ko pirone ka hume shauk na tha, bas yun samajhiye ki aapse mohabbat karne ki saza payi hai, Tere haseen ankhon ki pehli nazar ki giraft…
In sard hawaon ne chupa rakhi hai vo dhun, jo sunne ko hum betab se hai, Garam razai ko lapet kar bhi chubhan in hawaon ki sath mere hai, Gar…
Tu naye saal ki khushi mein jhumta ja aye Murad, Tujhe to ilm nahi ke teri Zindagi kitni kam ho gayi, Naye ujale ki chamak ne tujhko di aisi roshni,…
Kuchh log reh gaye hain yahan, Teri yaad mein ab bhi rone ko, Lamha lamha tukro mein bat kar, Teri yaadein ab bhi bhulane ko. Ye na soch ke jo…
Padh likh kar khud ko aala samjhne lage, Na samjha Quran aur fikr duniya ki karne lage, Ki tarakki bahut tune, raaton ki neend ke evaz mein, Lekin na jan…
Shukoon hai, wafa hai, ye meri dastan hai, Bin tere har lamha andhera jahaan hai, Likhi hai maine kayi dastan-e-ulfat, Lekin ye dastan sabse alag, jahan ka paigam hai.
Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun, Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai, Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the, Magar unke rakh jo aaj bhi…
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya…