Mili Thi Zindagi Mujhe
Mili thi zindagi mujhe shaan se, Kisi ke kaam aane ke liye… Par waqt beet raha hai yaaron, Kagaz ke tukde kamane ke liye. Kya karoge itne paise kama kar?…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Mili thi zindagi mujhe shaan se, Kisi ke kaam aane ke liye… Par waqt beet raha hai yaaron, Kagaz ke tukde kamane ke liye. Kya karoge itne paise kama kar?…
Falsafa samjho na asraar-e-siyasat samjho, Zindagi sirf hakiqat hai hakiqat samjho, Jaane kis din ho hawayein bhi neelam yahan, Aaj to saans bhi lete ho ghaneemat samjho.
Humara zikr bhi ab jurm ho gaya hai wahan, Dinon ki baat hai mehfil ki aabru hum the, Khayal tha ke ye pathrav rok dein chal kar, Jo hosh aaya…
Ab na main hoon, Na baaki hai zamane mere, Fir bhi mashhoor hain shaharon mein fasane mere, Zindagi hai toh naye zakhm bhi lag jayenge, Ab bhi baaki hain kayi…
Barsat ki bheegi raaton mein phir koi suhani yaad Aayi, Kuchh apna jamana yaad aaya kuchh unki jawani yaad aayi. Hum bhool chuke unko, jisne humein akela chhod diya, Jab…
Deewana mat kaho mujh ko mujhe achcha nahi lagta. Bada afsos hota hai koi ab apna nahi lagta, Mujhe lagta hai ki hogi uski bhi koi majboori, Uska yun chhod…
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal…
Mana ki naseeb mein mere koi sanam nahi, Fir bhi koi shikwaa koi gam nahi, Tanha the aur tanhaa jiye jaa rahe hain, Badnaseeb to wo hain jinke naseeb me…
Kyun insan hasta hai rone ke baad, Jeena fir bhi padta hai sab khone ke baad, Sochta hoon aaj sabko yaad kar loon, Kya pata aankh hi na khule sone…
Tumhari Yaad Ke Saaye Mere Dil Ke Andhere Mein, Bahut Takleef Dete Hain Mujhe Jeene Nahi Dete, Akeli Raah Mein Humraah Koi Mil Toh Jata Hai, Magar Kuchh Dard Hain…