Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal
Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal, Ye vo keemti lamhe hain batore humne khas kar, Kuch gum hume dedo baki hum bita lenge, Kuch pal haseen tere sang…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal, Ye vo keemti lamhe hain batore humne khas kar, Kuch gum hume dedo baki hum bita lenge, Kuch pal haseen tere sang…
Aaj tha mayus dil, yu tanhai mein ro pada, Ankhon mein khoya tha unki yadon mein bhi khone lga, Masumiyat se dekha jo usne ,kya haseen vo sham thi, Tanhai…
Aaj mai khush hoon, kyunki hasna mujhe aaya hai, Ghut ghut kar rehne ke bad jeena mujhe aaya hai, jise sirkast khwabon mein hua karti thi, Aaj vo samne mere…
Adhuri si kahani dil ki Aur pura pyar tum, Gili palkon ki namee Aur berahm yaad tum, Anchua dil ka kona Aur ruh mein ghula Ahsaas ho sirf tum. Read…
Palkon ko jab-jab aapne jhukaya hai, Bas ek hi khayal dil mein aaya hai. Ki jis khuda ne tumhein banaya hai, Tumhein dharti par bhejkar woh kaise jee paya hai.…
Tum door ho toh kya, Tumhari rooh mere paas hai, Tum mere paas nahi toh kya, Tumhara Dil mere paas hai, Tum mere kareeb nahi toh kya, Tumhari jaan mere…