Vo Samundar Mein Bikhri Syahi Aasman Si
Vo samundar mein bikhri syahi aasman si, Teri parchhai mein simti ye jahan pyar ki, Sonchta mai hoon, harruf sab tera hai, Sikhaya hai tune jo har amal jahaan ki.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Vo samundar mein bikhri syahi aasman si, Teri parchhai mein simti ye jahan pyar ki, Sonchta mai hoon, harruf sab tera hai, Sikhaya hai tune jo har amal jahaan ki.
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein…
Aaj maine socha phir se uski nigahon mein vo sawal dhundhu, Na ho mumkin isqu mein aisi koi misaal dhundhu. Lekin na vo aaj khush hai, na uske chehre par…
Ghabra kar maine jo uski pakdi thi kalai. Hathon mein rait bankar zameen par thi aai, Ye jo zehan mein maine bune the khwab itne, Hakeekat mein the bas unki…
Sham ki dastak pe dhup ki syahi si chhai hai, Dil ki kisi kone mein aaj bhi teri parchhai hai, Tere liye jo piroye the alfaz kayi humne, Teri khushbu…
Teri khushboo, jo julfon ki basi hai saanson mein mere, Teri chamak, jo nigahon ki, hai roshni sitaron mein bharti, Badi pakeezgi hai unmein, saaz bhi sufiyana hai, Tu hans…
Aksar log puchhte hain aakar mujhse, Ye duniya ki banai riton se badhke, Koi hai jo zindagi mein khushiyan bharde, Hai gar kisi se muhabbat tujhko, Jo teri viraan zindagi…
Nigahon mein ye moti hain, ya angare hai bhare isme, Surkh chimni hai, pighalti hai motiya isme, Sambhalu khud ko mai, ya mujhko sambhalo yaaron, Hausla har chuka, ab nahi…
Diye hote gar Fitre har ashiq ne mohabbat ke, Na gayi hoti itni jaan ashiqon ki mohabbat mein, Udhar Laila ke khwabon ko bun raha hota Majnu kahin, Ranjha bhi…
Vo sochte the unki yaad mein bikhar jaenge toot kar hum, Unhe kya pata, unki yaad mein tadapne ka maza hi kuch aur hai. Vo sochte the ke mayusi ke…