Yun Baith Kar
Yun baith kar lafzon ko pirone ka hume shauk na tha, bas yun samajhiye ki aapse mohabbat karne ki saza payi hai, Tere haseen ankhon ki pehli nazar ki giraft…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Yun baith kar lafzon ko pirone ka hume shauk na tha, bas yun samajhiye ki aapse mohabbat karne ki saza payi hai, Tere haseen ankhon ki pehli nazar ki giraft…
Kuchh log reh gaye hain yahan, Teri yaad mein ab bhi rone ko, Lamha lamha tukro mein bat kar, Teri yaadein ab bhi bhulane ko. Ye na soch ke jo…
Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun, Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai, Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the, Magar unke rakh jo aaj bhi…
Zabt kar leta hoon khud ko jab tera khayal aata hai, Magar kya kare har aks mein tu nazar aata hai, Mera khuda tu meri zindagi teri hai, Tu ibaadat…
Dariya-e-ishq mein gota lagane ko ye dil machal raha, Na mani kisi ki aur usme ja gira, Ufanta raha, sitam dard sehta raha, Maujon ke sang vo machalta raha. Akhir…
Kar itni mohabbat ke sitam majboor ho jaye, Na kar itna sitam ke mohabbat choor ho jaye, Ho jidd sath jeene marne ki har janam yu ki, Judai si kismat…
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.
Vo khuli hawaon mein sans lena unhe gawara na hua, Har zameen darkinare pehre bitha diye usne, Hum to nadan the, jo un pehro ko bhi samjhe, Ye to hai…
Dard mein shiddat thi itni ke hum alfaz bhul gaye, Aur hukumat aaj bhi jarf zer mein atki rahi, Koi tanha hai, koi majboor to koi bebas hai, Aaj ki…
Ye udasi, ye shikan chehre pe kyun hai, Koi zakhm thodi na hai jo dikha du tujhko, Arsa hua tujhe muskurata dekhe aye dil, Jhuti hansi thodi na hai jo…