Dil jaanta tha
Dil jaanta tha ki vo lautke nahi aayega, Fir bhi humne khudko dur kiya iss umeed mein, Ki der se hi sahi, Kabhi toh vo Hume pukarega.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
This category contains Love and Relationships advice. This category would be very effective for people seeking for Love and Relationships advice.
Dil jaanta tha ki vo lautke nahi aayega, Fir bhi humne khudko dur kiya iss umeed mein, Ki der se hi sahi, Kabhi toh vo Hume pukarega.
Meri lakh minnaton ke baad bhi nahi badle tum, Chalo ab hum hi apne andaaz badal lenge, Yaad karke uss hasi ko tadpogey tum, Hum khaamoshi se ghut kar jee…
Taqleefon ka toh hisaab hi rakhna chhod diya hai, Jaan Gaye hai ki bayaan karke ek aur taqleef hi payenge.
Humne tumhe Dil dekar apni khushiyon ko khudse dur kiya, Badle mein tumne humse humara jahaan liya, Khwab toh suhane bohot dekhe the Maine, Tumne ek jhatke mein ghar tod…
Ab toh dard bhi nahi hota, Kuch bhi mere Dil ko nahi chhuta, Chot aisi di hai tumne, Ki koi jazbaat mehsoos bhi nahi hota.
Tujhe yaad karke aksar Meri aankhein nam Hui, Tujhse baat karke mere Dil ko tasalli Hui, Tu dur hai bohot meri nazron se, Tera deedar karke Meri ruh ko rahat…
Mohobbat toh kabhi thi hi nahi bas ek bhram tha, Jaan lutayi Maine jis par, Vo mera waqti junoon tha.
Tumhara Meri Zindagi mein aana ek itefaaq tha, Humara pyaar karna humari kismat mein tha, Hoti hai har rishte ki Umar suna tha Maine, Par tumhara iss qadar jaana Meri…
Tujhe yaad zarur aayenge hum ek dafa, Bhool na paogey tum meri wafa, Hum jaisa tumhe aur koi mil nahi paega, Par hum tumse rahengey Zindagi bhar khafa.
Tere mere darmiyaan pyaar ki jagah duriyo ne leli, Humane sath rehne ke liye na jaane kya kya mushkile jheli, Fir bhi kismat mein nahi tha saath humara, Meri mohobbat…