Category: हिंदी

नयी और पुरानी हिंदी शायरी का कलेक्शन, आप इन केटेगरी के बारे में पड़ सख्ते हो इनमे से कुछ है जैसे दर्द, प्यार, फ्रेंडशिप, गम, ज़िंदगी, तन्हाई और गम

Aaj Ki Raat… Jo Meri Tarah Tanha Hai

Aaj Ki Raat… Jo Meri Tarah Tanha Hai,Main Kisi Tarah Gujarunga Chala Jaaunga,Tum Pareshan Na Ho Baab-e-Karam-Wa Na Karo,Aur Kuchh Der Pukarunga Chala Jaaunga. Aaj Ki Raat… Jo Meri Tarah…

Na Jane Kyun Khud Ko Akela Sa Paya Hai

Na Jane Kyun Khud Ko Akela Sa Paya Hai,Har Ek Rishte Me Khud Ko Ganwaya Hai,Shayad Koyi Toh Kami Hai Mere Wajood Mein,Tabhi Har Kisi Ne Humein Yun Hi Thukraya…

Intezaar Ki Arzoo Ab Kho Gayi Hai

Intezaar Ki Arzoo Ab Kho Gayi Hai,Khamoshion Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,Na Shiqwa Raha Na Shiqayat Kisi Se,Bas Ek Mohabbat Hai,Jo In Tanhayion Se Ho Gayi Hai, Intezaar Ki…

Gunah Kar Ke Saza Se Darte Hain

Gunah Kar Ke Saza Se Darte Hain,Zeher Pee Ke Dawa Se Darte Hain,Dushmano Ke Sitam Ka Khauf Nahi Humein,Hum Dosto Ke Khafa Hone Se Darte Hain. Rishton Se Badi Chahat…

Zindagi Har Pal Kuch Khas Nahi Hoti

Zindagi Har Pal Kuch Khas Nahi Hoti,Phoolo Ki Khushboo Hamesha Paas Nahi Hoti,Milna Humari Takdeer Mein Tha Varna,Itni Pyari Dosti ittefaaq Nahi Hoti, Zindagi Har Pal Kuch Khas Nahi Hoti……

Meri zindagi ki khuli kitab ho tum

Meri zindagi ki khuli kitab ho tum. Mere jeene ka ehsas ho tum. Mere liye ek pyara sa Gulaab ho tum, Mat rotha karo mujhse.Anapadh sa hoon tere siva kuch…

Jo bewafa hai uska kya etbaar karna

Jo bewafa hai uska kya etbaar karna,Jise matlab nahin malum pyar ka,Us se kaisa pyar karna,Jo har ek ko keh de teen shabd pyar k,Us se kaya aapne pyar ka…

Ajeeb Manzar Dikhata Uska Pyar

Ajeeb Manzar Dikhata Uska Pyar, Kabhi Hansata, Kabhi Roolata Uska Pyar, Sanwale-Se, Sanwre-Se Sapno Mein Tha, Phoolon Ki Tarah Muskurata Uska Pyar, Har Taraf Yeh Nazara Kabhi Na Hoga, Lahron…

Sanam Poochta Nahi Haal Mera

Sanam Poochta Nahi Haal Mera, Jeena Hua Jata Hai Mohaal Mera, Kabhi Mere Bhi Din Badleinge, Usey Bhi Aaye Ga Khyal Mera, Agar Us Ke Tagafal Ka Yehi Aalam Raha,…