Koi Ishaara, Dilaasa Na Koi Waada Magar
Koi ishaara, dilaasa na koi waada magar, jab aayi sham to tera intezaar karne laga, Bicchda kuch is kadar se ki rut hi badal gayi, Ik shakhs saare seher ko…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
इस केटेगरी मैं आपको दर्द और तन्हाई की शायरी और मैसेज मिलेंगे| आप इन शायरी को फेसबुक ट्विटर और व्हाट्सप्प के माध्यम से अपने दोस्तों को शेयर कर सख्ते है
Koi ishaara, dilaasa na koi waada magar, jab aayi sham to tera intezaar karne laga, Bicchda kuch is kadar se ki rut hi badal gayi, Ik shakhs saare seher ko…
Ab na main hoon, Na baaki hai zamane mere, Fir bhi mashhoor hain shaharon mein fasane mere, Zindagi hai toh naye zakhm bhi lag jayenge, Ab bhi baaki hain kayi…
Khyalon mein wahi, Sapnon mein wahi, Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi, Hum jaagte rahe aur duniya soti rahi, Ek baarish hi thi jo humare sath roti rahi.
Deewana mat kaho mujh ko mujhe achcha nahi lagta. Bada afsos hota hai koi ab apna nahi lagta, Mujhe lagta hai ki hogi uski bhi koi majboori, Uska yun chhod…
Mana ki naseeb mein mere koi sanam nahi, Fir bhi koi shikwaa koi gam nahi, Tanha the aur tanhaa jiye jaa rahe hain, Badnaseeb to wo hain jinke naseeb me…
Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun, Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai, Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the, Magar unke rakh jo aaj bhi…
Uski awaz kanon tak aayi aur laut gayi, Zamana chal raha tha aur chalta rha Fareeb ka, Kuch pal hi beete the tab jakar ehsas hua, Laut kar dekha pichhe…
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein…
Aaj mai tanha hoon, behal hoon pareshan hoon, apne hi liye in faislon se hairan hoon, Kbhi na socha tha ke kismat ka diya bujh jaega, aur hakeekat ke is…
Vo sochte the unki yaad mein bikhar jaenge toot kar hum, Unhe kya pata, unki yaad mein tadapne ka maza hi kuch aur hai. Vo sochte the ke mayusi ke…