Kabhi Gam To Kabhi Tanhai Maar Gayi
Kabhi Gam To Kabhi Tanhai Maar Gayi, Kabhi Yaad Aa Kar Unaki Judai Maar Gayi, Bahut Toot Kar Chaaha Jisako Hamane, Aakhir Mein Unaki Hi Bewafai Maar Gayi.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Kabhi Gam To Kabhi Tanhai Maar Gayi, Kabhi Yaad Aa Kar Unaki Judai Maar Gayi, Bahut Toot Kar Chaaha Jisako Hamane, Aakhir Mein Unaki Hi Bewafai Maar Gayi.
Har Raat Mai Bhi Aap Ke Paas Ujala Ho, Har Koi Aap Ko Chahne Wala Ho, Waqt Gujar Jaye Unki hi Yadon Mai, Koi Aap Ko Itna Pyar Karne Wala…
Wo kah kar gye the ki laut kar aaynge Ham intzaar naa karte to kya karte Wo jhut bhi bol rhe the bade saleeke se Ham etbaar na karte to…
Ham wo hai jo ankho mai ankhei dal kar Sach jaan lete hai Tujhse mohbbat hai bas esliye Tere jhut bhi sach maan lete hai
Maana ki teri ek Aawaj se bheed ho jati hai Lekin ham bhi mahir hai Hamari ek lalkar se puri bheed bikhar jati hai
दिल जीत ले ऐसी नजर हम भी रखते है भीड़ में आये नजर वो हुनर हम भी रखते है वैसे तो वादा किया है किसी से हरदम मुस्कराने का नहीं…
Naa jane mohbbat me kitne afsane ban jate hai Shama jisko bhi jalati hai wo parwane ban jate hai Kisi ko hasil krna hi ishq ki manjil nahi hoti Kisi…
Haqikat ho aap kaise tumhe Sapna kahu Aapke har dard ko ab mai apna kahu Sab kuch kurban hai meri jaan tujh par Kon hai tere siva jise mai apna…
jindagi ki rah mai har roj naye log milenge kanhi jyada to kanhi kam milenge Jara soch samjh kar Aetbar karna jaruri nahi ki har mod par sahi log milenge
Har kamyabi par aapka naam hoga Aapke har kadam par duniya ka salam hoga Mushkilo ka samana Himmat se karna Dekhna waqt bhi ekdin tera gulam hoga