Fool Khilate Hai Jindagi Ki Raah Mai
Fool khilate hai jindagi ki raah mai Hansi Chamakati hai aapki nigaah mai Kadam kadam par mile khushi ki bahar aapko Dil deta hai dua baar baar aapko
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Fool khilate hai jindagi ki raah mai Hansi Chamakati hai aapki nigaah mai Kadam kadam par mile khushi ki bahar aapko Dil deta hai dua baar baar aapko
Agar jindagi mai kuch banana hai To gulab ke fool hi bano Kyoki yah fool uske hath mai bhi khushboo de jata hai Jo Ise Masal kar faik deta hai
Mere Pyar ki had naa pucho tum Ham jeena chod denge Magar tumse pyar karna nhi
Raat gumsum hai magar chand khamosh nahi Kaise kahdu ki fir aaj mujhe hosh nahi Aise dooba hu teri ankho ki gaharayi mai aaj hath mai jaam hai magar peene…
Kis hak se mangoo apne hisse ka waqt tumse kyoki naahi yah waqt mera hai naa hi tum mere ho
Ruth jao kitna bhi ham mana lenge Dur kitna bhi jao bula lenge Dil akhir dil hai Sagar ki ret to nhi Ki name likhkar mita denge
Mujhe aadat nahi yun har kisi par mar mitane ki Par tujhe dekhkar dil ne sochane tak ki mohlat nahi di
Manjilei Unko milti hai jinke sapno mai jaan hoti hai Sirf pankho se kuch nhi hota Hausalo se udan hoti hai.
Dil mai Intzaar ki Lakeer chod jaynge Ankho mai Yadao ki nami chod jaynge Dhudate Firoge hame ekdin har jagah Jindagi mai apni aisi kami chod jaynge
Abhi to chalna seekha hai Abhi saraa safar waki hai Beet gaya hai din pura Abhi raat ka pahar waki hai Ibadat mai tere jeene de Mujhe mere malik yaha…