Dil Mai Intzaar Ki Lakeer Chod Jaynge
Dil mai Intzaar ki Lakeer chod jaynge Ankho mai Yadao ki nami chod jaynge Dhudate Firoge hame ekdin har jagah Jindagi mai apni aisi kami chod jaynge
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Dil mai Intzaar ki Lakeer chod jaynge Ankho mai Yadao ki nami chod jaynge Dhudate Firoge hame ekdin har jagah Jindagi mai apni aisi kami chod jaynge
Abhi to chalna seekha hai Abhi saraa safar waki hai Beet gaya hai din pura Abhi raat ka pahar waki hai Ibadat mai tere jeene de Mujhe mere malik yaha…
Kabhi ro lene do mujhe apne kandhe par sir rakhkar Ki dard ka bavandar ab sambhala nahi jata Kab tak rakhei ankho mai chhupakar ise Ki ansuo ka samundar ab…
Ham safar koi hota to ham bhi bant lete duriya Raah chalate log kya samjhenge meri majburiyan
Aisa nahi ki aap hame yaad nahi aate Maana ki sabhi rishte nibhaye nahi jate Magar jo log dil mai bas jate hai Wo kabhi bhulaye Nahi jate
Din beet jate hai Suhani Yadei Bankar Batei rah jati hai Kahani bankar Par dost to hmesha dil ke karib rahte hai Kabhi muskan to Kabhi ankho ka pani bankar
Ehsas bahut hoga Jab chod ke jaynge Roynge bahut magar aansu nhi aaynge Jab sath chod de sabhi to Awaj hme dena Aasma mai honge to bhi laut kar aaynge
Khuda ki mohbbat ko Fanah kon karega Sabhi bande nek ho to Gunah kon krega E-Khuda Mere in dosto ko salamat rakhna Barna meri salamati ki dua kon karega..
Irado mai abhi bhi kyu itni jaan waki hai Tere kiye gaye wado ka imthaan waaki hai Adhuri kyu rah gayi Tumhari yah berukhi Abhi dil ke har tukde mai…
Beet gaya jo saal use bhul jayie Aane wale naye saal ko gale lgaye Karte hai dua Rab se sar jhuka ke is saal aapke saare sapne pure ho jaye