Ek Nadiya Hai Majburi Ki Us Par Ho Tum
Ek nadiya hai majburi ki Us par ho tum Is paar hai ham Ab paar utrana hai mushkil Mujhe bekal bewas rahne do Tum bhool gaye kya gila kare Tum…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Ek nadiya hai majburi ki Us par ho tum Is paar hai ham Ab paar utrana hai mushkil Mujhe bekal bewas rahne do Tum bhool gaye kya gila kare Tum…
Subah ka har pal Jindagi de aapko Din ka har lamha Khushi de aapko Jaha gam ki hawa chhu kar bhi naa gujare Bhagwan wo jannat ki jamin de aapko
Waqt ki ho dhoop yaa tej ho Aandhiya Kadamo ke nishan kabhi nahi chhupate Jinhe yaad karake muskra dai yah ankhei Wo log dur hokar bhi dur nahi hote
Sirf Nazdeekion Se Mohabbat Hua Nhi Krti, Faasley Jo Dillo Mein Hon Toh Phir Chaahat Hua Nahi Krti, Agr Naraaz Ho Khafa Ho Toh Shikaayat Kro Humse, Khaamosh Rehne Se…
Agar dil se tera khayal naa jaaye to kya karu Tu hi bataa jab tu yaad aaye to kyaa karu Hasarat to bas tujhe ek pal dekhne ki hai Magar…
Tere chehare mai mera noor hoga Fir tu naa kabhi mujhse dur hoga Soch kya khushi milegi us pal Jis pal teri maang mai mere naam ka sindur hoga
Jubaan se naam lete hai to Aansu jhalak aate hai Kabhi hajaro baatei kiya karte the Ab ek Awaj ko taras jaate hai
Aa chhulei aasama jamin ki aas naa kar Jeele yah jindagi khushiyo ki talash naa kar Gamo ko kar dur teri kismat bhi badlegi Muskarana seekh use paane ki chah…
Har rasta ek safar chahta hai Har musafir ek hamsafar chahta hai Jaise chandani chahati hai chand ko Koi hai jo aapko is kadar chahta hai
Waqt ki ho dhoop yaa tej ho andhiya Kuch kadamo ke nishan kbhi nhi mitate Jinko yaad karke muskaradei yah ankhei Wo log dur hokar bhi Dur nhi hote