Har Rasta Ek Safar Chahta Hai
Har rasta ek safar chahta hai Har musafir ek hamsafar chahta hai Jaise chandani chahati hai chand ko Koi hai jo aapko is kadar chahta hai
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Har rasta ek safar chahta hai Har musafir ek hamsafar chahta hai Jaise chandani chahati hai chand ko Koi hai jo aapko is kadar chahta hai
Waqt ki ho dhoop yaa tej ho andhiya Kuch kadamo ke nishan kbhi nhi mitate Jinko yaad karke muskaradei yah ankhei Wo log dur hokar bhi Dur nhi hote
Ab naa mai hu Naa waaki hai jamane mere Fir bhi mashahoor hai Shaharo mai fasane mere Jindagi hai to nae jakh bhi lag jaynge Ab bhi waaki hai kayi…
Umra Jaaya kardi logo ne Auro ke wajood mai nuks nikalate nikalate Agar itna khud ko tarasha hota To farishte ban jaate
Sath hmara pal bhar hi sahi Par is pal jaisa mukawala koi kal nhi Ho shayad fir milana hmara kanhi Tu jo nahi to teri yaad sang sahi
Chhupa lu tujhko apni baaho mai is kadar Ki hawa bhi gujarane ki ijajat mange Ho jaau madhosh tere pyar mai is kadar Ki hosh bhi aane ki ijajat mange
Tu mil jaaye mujhe bas itna hi bahut hai Meri har sans ne to bas yahi dua mangi hai Naa jane kyu dil khicha chala aata hai teri or Kya…
Wo waqt wo lamhe kuch ajeeb honge Duniya mai ham khushnaseeb honge Dur hokar bhi itna yaad karte hai aapko To socho kya hoga jab aap hmare kareeb honge
Yun to sikhane ko jindagi bahut kuch sikhati hai Magar jhuti hansi hasne ka hunar to bas Mohbbat hi sikhati hai
Ek din hmari ankho ne bhi thak kar kah diya Khwab wo dekha karo jo pure ho Roj roj hmse bhi ab roya nahi jaata