Maana khata thi meri
Maana khata thi meri , Jo tumhe jaane se nahi roka. Mohobbat toh tumhe bhi thi, Fir Kyu mud kar nahi dekga.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Maana khata thi meri , Jo tumhe jaane se nahi roka. Mohobbat toh tumhe bhi thi, Fir Kyu mud kar nahi dekga.
Jo kahi thi teri khaamoshi ne hazaar baatein, Yaad Kar le vahi kaati Maine kayi raatein.
Dua mein teri hasi maangi aur kurbat mein tujhe maanga, Is se zyada maine khuda se kuch nahi chaha.
Saath de agar tu mera toh Safar yuhi kat jayega, Pyaar kare mujhse beintehaan toh waqt yuhi tham jayega.
Khol do darwaaze Dil ke ki chain aa jaye, Intezaar kiya hai iss qadar tumhara, Kabhi toh baat ban jaye.
Meri berang Zindagi mein rang tumhi se aaye hai. Wafa ka matlab toh hum ab samajh paye hai.
Duniya ko maine bohot peeche chhod diya hai, Apni Zindagi ka har panna bas tere naam kar diya hai, Kabhi toh tu bhi Pyaar se dekh mujhe, Maine tere liye…
Tere Gam Ko Apni Ruh Me Utar Lu, Jindagi teri chahat me sabar lu… Mulakat ho tujhse es tarah, Tamam umar bas ek mulakat me gujar lu…
Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye Hai, Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai… Koi nikal kar paadh na le unhe, Isliye pani mein bhi aag lagake aaye…
Jab Se Dekha Hai Teri Aankhon Mein Jhank Kar, Koi bhi aina acha nahi lagta… Teri mohabbat mein aise hue hai deewane, Tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta…