Unhe Kya Pata
Vo sochte the unki yaad mein bikhar jaenge toot kar hum, Unhe kya pata, unki yaad mein tadapne ka maza hi kuch aur hai. Vo sochte the ke mayusi ke…
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Vo sochte the unki yaad mein bikhar jaenge toot kar hum, Unhe kya pata, unki yaad mein tadapne ka maza hi kuch aur hai. Vo sochte the ke mayusi ke…
Hawaein phir se teri khusboo lekar aayi hai, Chalte chalte mujhse door chala gya kahin tu, Dil joro se dhadka aur saans rukne ko aayi hai, Aaj phir se badalon…
Maine duniya se chhupaya apko bas isliye, Sari dunya mar mitegi apke andaz pe, Pyar ki awaz hi pe saaz hokar reh gaye, Hum ne jab bhi geet gaya zindagi…
Koi pandit ki mane hai, Koi mullah ko jane hai, Insan ko insaniyat ke layak na wo yahan mane hai, abto daur hai aisa ke dar lagta hai mujhko, meri…
Door kitna bhi jao, apne gam ko bhula na paoge, Apne hi gam mein tinke ki tarah bikhar jaoge, Dost kehte ho, to maan bhi lo dil se mere yaar,…
Wafa ke ashk se rukhsaar jalne lagte hain, Dil-o-nazar dar-o-diwaar jalne lagte hain, Khud apni aag mein jalte hain jab gul-o-laal, Mohabbat ki aag mein gulzaar jalne lagte hain.
Naseebon ki daur mein, mai sabse badnaseeb tha, Apno ko door kar, parayon ke kareeb tha, ghut ghut kar jeeta raha dusron ke liye, Zindagi ko kareeb se dekhna azeeb…
Khwab jo mere hain kisi haqeekat se kam nahi, Sarhadon ki bandish se door, Aankhon mein qaid se hain, Mat puchh ke kaun hai vo malika-e-Tarannum, Kyunki kuch savaal dil…
Aaj pehli baar unko humne rota dekha, Un haseen motiyon ko toot kar bikharta dekha, Socha ke samet loon unko apni bahon mein, Lekin na jane kya kashish thi un…
Hazaron rang ke gardish mein taare chamak rahe, Ek tara tu bhi ban aur is zameen ko roshan karde, Yu to chamakti hai reet bhi roshni ki god mein aakar,…