Chhu Loon Aasman Ko Mai
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara…
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara…
Uski awaz kanon tak aayi aur laut gayi, Zamana chal raha tha aur chalta rha Fareeb ka, Kuch pal hi beete the tab jakar ehsas hua, Laut kar dekha pichhe…
Aao hum sab milke Ram mandir banate hain, Andar tum puja karna, bahar hum jamat lagate hain, Kuch log kahenge mai pagal hoon, kuch log khush ho jaenge, Jiske dil…
Dard mein shiddat thi itni ke hum alfaz bhul gaye, Aur hukumat aaj bhi jarf zer mein atki rahi, Koi tanha hai, koi majboor to koi bebas hai, Aaj ki…
Koi Jag mata ko mane hai, koi allah ko jane hai, Koi diwali par deep jalaye,koi allah ke aage sar jhukaye hai, humari to bas ek hi mata hai, vo…
Ye udasi, ye shikan chehre pe kyun hai, Koi zakhm thodi na hai jo dikha du tujhko, Arsa hua tujhe muskurata dekhe aye dil, Jhuti hansi thodi na hai jo…
Jindagi apni maine khushyion ke naam kar dia, Mohabbat hai dil mein sabke ki aisa kaam kar dia, kuch is tarah se maine zindagi ko aasan kar lia, kisi se…
Khuli kitab hoon, jise padhna hai padh le, Yu ki mera ek bhi haruuf zaya na ho yaaron, Ilm ki manzil nahi hoti koi, Kabl bas itna khayal rakhna, Jitna…
Vo samundar mein bikhri syahi aasman si, Teri parchhai mein simti ye jahan pyar ki, Sonchta mai hoon, harruf sab tera hai, Sikhaya hai tune jo har amal jahaan ki.
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein…