Ruth Jao Kitna Bhi Ham Mana Lenge
Ruth jao kitna bhi ham mana lenge Dur kitna bhi jao bula lenge Dil akhir dil hai Sagar ki ret to nhi Ki name likhkar mita denge
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in Love Category
Ruth jao kitna bhi ham mana lenge Dur kitna bhi jao bula lenge Dil akhir dil hai Sagar ki ret to nhi Ki name likhkar mita denge
Mujhe aadat nahi yun har kisi par mar mitane ki Par tujhe dekhkar dil ne sochane tak ki mohlat nahi di
Aisa nahi ki aap hame yaad nahi aate Maana ki sabhi rishte nibhaye nahi jate Magar jo log dil mai bas jate hai Wo kabhi bhulaye Nahi jate
Din beet jate hai Suhani Yadei Bankar Batei rah jati hai Kahani bankar Par dost to hmesha dil ke karib rahte hai Kabhi muskan to Kabhi ankho ka pani bankar
Khuda ki mohbbat ko Fanah kon karega Sabhi bande nek ho to Gunah kon krega E-Khuda Mere in dosto ko salamat rakhna Barna meri salamati ki dua kon karega..
Unki chahat me dil majboor ho gaya, Berukhi karna unka dastoor ho gaya, Kasoor unka nahi mera tha, Humne chaha hi itna ki unko garoor ho gaya
Meri Mohabbaat Hai Woh Koi Majboori To Nahin, Woh Mujhee Chahe Ya Mil Jayee, Zaroori Too Nahin, Yeh Kuch Kam Hai Ke Base Hai Meri Saanson Mein, Woh Saaamne Ho…
Dil ke rishte ka koi naam nahi hota,Maana ki iska kutch anjaam nahi hota,Agar nibhane ki chahat ho dono taraf,To kasam se koi rishta naakam nahi hota.
Tum hakiqat nahi hasrat ho, Jo mile khwaab mein wahi daulat ho, Kis liye dekhti ho ayina, Tum toh khuda se bhi jyada khoobsurat ho
Tujhe palko pe bithane ko jee chahta hai Teri baho se lipatne ko jee chahta hai, Khubsurti ki intehaa hain tu, Tuje zindagi me basane ko jee chahta hai