Intezaar raha aaj bhi Tere laut aane ka
Intezaar raha aaj bhi Tere laut aane ka, Kisi aur ki jagir main hua bhi nahi, Main Marr toh Gaya hu, Par qabar mein soya nahi.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in Loneliness Category
Intezaar raha aaj bhi Tere laut aane ka, Kisi aur ki jagir main hua bhi nahi, Main Marr toh Gaya hu, Par qabar mein soya nahi.
Rubaru hone ki choriyan, Guftagu see bhi katrane lagi hai, Guroor odhe hue kuch rishte, Apni haisiyat par itrane lage hai.
Main tabah hu Tere ishq mein, Tujhe kisi beqadar ka khyal hai, Kabhi toh mere masle par bhi gaur Kar, Ye zindagi aur maut ka sawaal hai.
Tera Yun chup kar Rona, Mera Yun khamosh rehna, Dono ki bebasi hai. Mera yun mujhse ghum sum rehna, Tera Yun dikhane ka khush rehna, Dono ki bekashi hai.
Hum logo se sirf tab Tak ladte hai jab Tak Hume unse pyaar ki umeed hoti hai, Umeed khatam ho jati hai toh ladne ki vajah bhi dur chali jati…
Udaas Hun par tujhse naraz nahi, Tere Dil mein hu par Tere paas nahi, Khut kahu toh sab kuch hai mere paas, Sach Kahu toh Tere Siva mere paas kuch…
Bheed bohot ho gayi hai sheher mein, Fir bhi koi Humsafar nahi, Hum toh chahte the guzaarna Zindagi kisi ke din mein, Par karodo mein se kisi ke liye bhi…
Dhadakta hai Dil Mera aaj bhi vaise hi Tere khyaal se, Par ab bardash nahi hoti Teri berukhi, Roshan ho jati Zindagi Tere aane se, Par ab nahi daalna chahte…
Agar fitrat hamari sehne ki na hoti, Toh himmat tumhari kuch kehne ki na hoti.
Galat fehmiyo ne doori aisi paida ki, Teri Meri Kahani adhoori hi reh gayi.