Kis Hak Se Mangoo Apne Hisse Ka Waqt Tumse
Kis hak se mangoo apne hisse ka waqt tumse kyoki naahi yah waqt mera hai naa hi tum mere ho
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in life Category
Kis hak se mangoo apne hisse ka waqt tumse kyoki naahi yah waqt mera hai naa hi tum mere ho
Ruth jao kitna bhi ham mana lenge Dur kitna bhi jao bula lenge Dil akhir dil hai Sagar ki ret to nhi Ki name likhkar mita denge
Mujhe aadat nahi yun har kisi par mar mitane ki Par tujhe dekhkar dil ne sochane tak ki mohlat nahi di
Manjilei Unko milti hai jinke sapno mai jaan hoti hai Sirf pankho se kuch nhi hota Hausalo se udan hoti hai.
Abhi to chalna seekha hai Abhi saraa safar waki hai Beet gaya hai din pura Abhi raat ka pahar waki hai Ibadat mai tere jeene de Mujhe mere malik yaha…
Kabhi ro lene do mujhe apne kandhe par sir rakhkar Ki dard ka bavandar ab sambhala nahi jata Kab tak rakhei ankho mai chhupakar ise Ki ansuo ka samundar ab…
Ham safar koi hota to ham bhi bant lete duriya Raah chalate log kya samjhenge meri majburiyan
Aisa nahi ki aap hame yaad nahi aate Maana ki sabhi rishte nibhaye nahi jate Magar jo log dil mai bas jate hai Wo kabhi bhulaye Nahi jate
Din beet jate hai Suhani Yadei Bankar Batei rah jati hai Kahani bankar Par dost to hmesha dil ke karib rahte hai Kabhi muskan to Kabhi ankho ka pani bankar
Ehsas bahut hoga Jab chod ke jaynge Roynge bahut magar aansu nhi aaynge Jab sath chod de sabhi to Awaj hme dena Aasma mai honge to bhi laut kar aaynge