Door Kitna Bhi Jao
Door kitna bhi jao, apne gam ko bhula na paoge, Apne hi gam mein tinke ki tarah bikhar jaoge, Dost kehte ho, to maan bhi lo dil se mere yaar,…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in life Category
Door kitna bhi jao, apne gam ko bhula na paoge, Apne hi gam mein tinke ki tarah bikhar jaoge, Dost kehte ho, to maan bhi lo dil se mere yaar,…
Wafa ke ashk se rukhsaar jalne lagte hain, Dil-o-nazar dar-o-diwaar jalne lagte hain, Khud apni aag mein jalte hain jab gul-o-laal, Mohabbat ki aag mein gulzaar jalne lagte hain.
Naseebon ki daur mein, mai sabse badnaseeb tha, Apno ko door kar, parayon ke kareeb tha, ghut ghut kar jeeta raha dusron ke liye, Zindagi ko kareeb se dekhna azeeb…
Hazaron rang ke gardish mein taare chamak rahe, Ek tara tu bhi ban aur is zameen ko roshan karde, Yu to chamakti hai reet bhi roshni ki god mein aakar,…
Bikhre rishton ko sameta to dil mil gaye, Bezubaan rishton mein chahat ke parr lag gaye, Is bedard zamane ki kise hai koi fikar yahan, Jab in nanhe se sapnon…
Chor bhi unka, kotwal bhi unka, Hum Ram Raheem me uljhe rahe, lehre to bahut si aai, har daur me aksar, hum to bas mazhab ki leher mein behte rahe.
Fakr hota hai unhe apni har ek parvaan pe, Vo jo na rakhte khabar apne agaaz aur anjam pe, Bekhabar logon ko khaa jate hain hadse aksar, Kaan to rakhna…
Aasman ko zameen se mila de gar yakeen hai khud pe, Pyase ko dariya se mila de, gar yakee hai khudpe, Zamana aaj hai khudgarjon ka, baimanon ka, Tu sambhal…
Chalo aaj door kahin chalte hain, kisi duniya mein nayi, Jahan yaadon ke samundar jharne se milte hai kahin, Baarish ki bundon ko sheep sajaa baitha hai jahan, Ya jahan…
Abhi kahan, abhi to imaan bahut baki hai, Sitam bahut seh liya, inaam ab bhi baki hai, Na rok khud ko Damini jane se is buland lehron mein, lehron se…