Kyun Insan Hasta Hai Rone Ke Baad
Kyun insan hasta hai rone ke baad, Jeena fir bhi padta hai sab khone ke baad, Sochta hoon aaj sabko yaad kar loon, Kya pata aankh hi na khule sone…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in life Category
Kyun insan hasta hai rone ke baad, Jeena fir bhi padta hai sab khone ke baad, Sochta hoon aaj sabko yaad kar loon, Kya pata aankh hi na khule sone…
Chale aao ab to subah ho chali hai, Dil mein chhupa andhera mita lo yaaron, Kidhar dekhte ho kamyabi yahan hai, Momin ke dil ke gehrayion mein chupi hai.
In sard hawaon ne chupa rakhi hai vo dhun, jo sunne ko hum betab se hai, Garam razai ko lapet kar bhi chubhan in hawaon ki sath mere hai, Gar…
Tu naye saal ki khushi mein jhumta ja aye Murad, Tujhe to ilm nahi ke teri Zindagi kitni kam ho gayi, Naye ujale ki chamak ne tujhko di aisi roshni,…
Padh likh kar khud ko aala samjhne lage, Na samjha Quran aur fikr duniya ki karne lage, Ki tarakki bahut tune, raaton ki neend ke evaz mein, Lekin na jan…
Kar itni mohabbat ke sitam majboor ho jaye, Na kar itna sitam ke mohabbat choor ho jaye, Ho jidd sath jeene marne ki har janam yu ki, Judai si kismat…
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya…
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara…
Uski awaz kanon tak aayi aur laut gayi, Zamana chal raha tha aur chalta rha Fareeb ka, Kuch pal hi beete the tab jakar ehsas hua, Laut kar dekha pichhe…
Koi Jag mata ko mane hai, koi allah ko jane hai, Koi diwali par deep jalaye,koi allah ke aage sar jhukaye hai, humari to bas ek hi mata hai, vo…