Azadi Nahi Mili Virasat Me, Isme Sabki Bhagidari Hai
Azadi nahi mili virasat me, isme sabki bhagidari hai..! Isi kayam rakhna hum sab ki zimmedari hai..!! Bunde hi sahi kuch katre humne bhi bahae hai..! Yunhi thodi na aaya…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in life Category
Azadi nahi mili virasat me, isme sabki bhagidari hai..! Isi kayam rakhna hum sab ki zimmedari hai..!! Bunde hi sahi kuch katre humne bhi bahae hai..! Yunhi thodi na aaya…
Koe puche humse, mere hi dil ka haal..! Khud apne dil ko tadapta chor de..! Band kamre me shor sunae kisko deta hai…! Bahar chillane kho to muh mor le…
Kabhi khamoshi ko bhi sunne ki koshish kro ke, siddat bhut hai iski awaz me..! Tumne aksar unko suna hai jo dabate hai tumhe apni tez awaz se..! Darte vhi…
Na mai acha na bura , mai to apne hi rah ka fakeer hu..! Manzil abhi mili kha, mai abhi bhi rahgeer hu..!!
Aik rang hai aik ruh hai, aik hi to hai ye badan..! Phir kyu na mane,mujhko apna kyu nhi ye Mera Chaman..!! Katra is lahu ka, rang dekho iska bhi…
Na Dast na Daulat ki hai Aarzoo mujhko..! Mujhe to bas us kati patang sa hona hai jo khushi dejae tujhko..! Ke kat ke zuda bhi hojau apni khwahish se…
Farak ilm ka nhi bas nazarea ka hai sahab..! Nazarya Shi ho to dushman bhi dost hojae..!! Hasad dil me ho to hunar bhi aib lagta hai .! Thoda shafqat…
“Nazar meri, chupi rahi, Nazar nazar me reh gae..! Nazar ka fasla jo tha , Asar nazar ki reh gae..!!Jo baat dil me thi mere, Vo baat dil me reh…
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal…
Mili thi zindagi mujhe shaan se, Kisi ke kaam aane ke liye… Par waqt beet raha hai yaaron, Kagaz ke tukde kamane ke liye. Kya karoge itne paise kama kar?…