Ham Safar Koi Hota To Ham Bhi Bant Lete Duriya
Ham safar koi hota to ham bhi bant lete duriya Raah chalate log kya samjhenge meri majburiyan
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in General Category
Ham safar koi hota to ham bhi bant lete duriya Raah chalate log kya samjhenge meri majburiyan
Aisa nahi ki aap hame yaad nahi aate Maana ki sabhi rishte nibhaye nahi jate Magar jo log dil mai bas jate hai Wo kabhi bhulaye Nahi jate
Din beet jate hai Suhani Yadei Bankar Batei rah jati hai Kahani bankar Par dost to hmesha dil ke karib rahte hai Kabhi muskan to Kabhi ankho ka pani bankar
Ehsas bahut hoga Jab chod ke jaynge Roynge bahut magar aansu nhi aaynge Jab sath chod de sabhi to Awaj hme dena Aasma mai honge to bhi laut kar aaynge
Beet gaya jo saal use bhul jayie Aane wale naye saal ko gale lgaye Karte hai dua Rab se sar jhuka ke is saal aapke saare sapne pure ho jaye
Unki chahat me dil majboor ho gaya, Berukhi karna unka dastoor ho gaya, Kasoor unka nahi mera tha, Humne chaha hi itna ki unko garoor ho gaya
Bewafao ki ye duniya hai, zara sambhal kar chalna e dost, yaha log barbad karne ke liye bhi… mohabbat ka sahara liya karte hai
Zindagi ne kuch is tarah ka rukh liya, Jisne jis taraf chaha mod diya, Jisko jitni thi zaroorat saath chala, Aur phir ek lamhe mein tanha chod diya
Jab kuch sapne adhoore reh jate hain, Tab dil ke dard aansu banker beh jate hain, Jo kehte hain ki hum sirf apke hain, Pata nhi wo kaise alvida keh…
Meri Mohabbaat Hai Woh Koi Majboori To Nahin, Woh Mujhee Chahe Ya Mil Jayee, Zaroori Too Nahin, Yeh Kuch Kam Hai Ke Base Hai Meri Saanson Mein, Woh Saaamne Ho…