Aao Hum Sab Milke
Aao hum sab milke Ram mandir banate hain, Andar tum puja karna, bahar hum jamat lagate hain, Kuch log kahenge mai pagal hoon, kuch log khush ho jaenge, Jiske dil…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of Real Shayari in General Category
Aao hum sab milke Ram mandir banate hain, Andar tum puja karna, bahar hum jamat lagate hain, Kuch log kahenge mai pagal hoon, kuch log khush ho jaenge, Jiske dil…
Koi Jag mata ko mane hai, koi allah ko jane hai, Koi diwali par deep jalaye,koi allah ke aage sar jhukaye hai, humari to bas ek hi mata hai, vo…
Ye udasi, ye shikan chehre pe kyun hai, Koi zakhm thodi na hai jo dikha du tujhko, Arsa hua tujhe muskurata dekhe aye dil, Jhuti hansi thodi na hai jo…
Jindagi apni maine khushyion ke naam kar dia, Mohabbat hai dil mein sabke ki aisa kaam kar dia, kuch is tarah se maine zindagi ko aasan kar lia, kisi se…
Khuli kitab hoon, jise padhna hai padh le, Yu ki mera ek bhi haruuf zaya na ho yaaron, Ilm ki manzil nahi hoti koi, Kabl bas itna khayal rakhna, Jitna…
Labon pe aaj bhi saje wo arsh ke moti hain, Vad-e-saad me bikhri fizaon ki hansi mehfil hai, Chaman mein phul khilte hain gulistan baag hota hai, Nikhar kar aati…
Tujhi mein zameen dekhi, tujhi mein aasman paya, Haiwaniyat bhi maine ek Fariste ki nafs mein paya, Mohabbat kar tu saaki ban Tabhi Enjeel kehlaega, varna zamana jalim hai bada…
Koi khamosh baitha hai, kisi ki ankhon mein aanshu, kisi ko parvah nahi teri, aye pagle tu pareshan hai kyun, teri manzil teri hai raah, chalna tujhe akele hai, Bana…
Koi pandit ki mane hai, Koi mullah ko jane hai, Insan ko insaniyat ke layak na wo yahan mane hai, abto daur hai aisa ke dar lagta hai mujhko, meri…
Door kitna bhi jao, apne gam ko bhula na paoge, Apne hi gam mein tinke ki tarah bikhar jaoge, Dost kehte ho, to maan bhi lo dil se mere yaar,…