Likhi Hai Kayi gazal, Kayi Nazm Humne
Likhi hai kayi gazal, kayi nazm humne, Lekin mere rab ne meri zindagi ka sabse haseen afsana likh dia, Mohabbat ke kayi panne uljhe the uske deedar mein, Uski ek…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Likhi hai kayi gazal, kayi nazm humne, Lekin mere rab ne meri zindagi ka sabse haseen afsana likh dia, Mohabbat ke kayi panne uljhe the uske deedar mein, Uski ek…
Pak hai is kaenat ki sabse haseen mohabbat humari, Zamane ko khud mein uljhati ye dastan humari, Chalo kisi kitab mein band karde likh kar, Ke kahin kisi bheed mein…
Mai bolte bolte chup ho jata hoon aye logon, meri niyat ko bhi tu kahin bagavat na man le, Mai to teri khushi ke liye bhi kurban ho jaun, bas…
Kahin chilman ka afsana, kahin chilman mein baithi tu, Nigahon mein tera saya, basi hai un mein tu, Labon pe hai naam tera, hai pyar ye mera deewana, Sine mein…
Vo dard the shukoon the tanhai mein hamsafar the mere, saaye ki tarah sath the,zehan me perchhai sa mere, Aaj dil tuta to tarap ne puchha humse, kya ab bhi…
Kaun hoon mai kya vajood hai mera, Tere seene mein kyun dhadkta hai dil ye mera, Chot tujhko lagti tadap is dil mein hoti hai, Kahin mere seene mein to…
Tere aane se ruki zindagi ki sham dhal gayi, Teri chahat se dil-e-baag mein gulab khil gayi Tere chahat ko nahi dunga nafrat ki shakal, Tu bankar pehli gazal meri…
Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal, Ye vo keemti lamhe hain batore humne khas kar, Kuch gum hume dedo baki hum bita lenge, Kuch pal haseen tere sang…
Munasib na hua, socha unhe takleef na ho, Varna puchh leta unse gar koi aitraaz na ho, Ke gar khushi hoto azadi tujhe apni dedoon tohfe mein, Ye meri Zindagi…
Gulabi ishq hai, abhi khumar hai isme, Jo par jaye gulal to nasha beshumar hai isme, Labo pe pari hai jo oos ki bundein, Thaharti hai tab tak, jab tak…