Khwabon Mein Kabhi Sahil Ko Machalte Dekha Hai
Khwabon mein kabhi sahil ko machalte dekha hai, pani ki bundon ko nehro pe kya thaharte dekha hai, Zindagi ye kisi Farhad se kam nahi humari, Heer ki yaad mein…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Khwabon mein kabhi sahil ko machalte dekha hai, pani ki bundon ko nehro pe kya thaharte dekha hai, Zindagi ye kisi Farhad se kam nahi humari, Heer ki yaad mein…
Maine duniya se chhupaya apko bas isliye, Sari dunya mar mitegi apke andaz pe, Pyar ki awaz hi pe saaz hokar reh gaye, Hum ne jab bhi geet gaya zindagi…
Kuch baat keh gaye vo bas yu hi muskura kar, Ye bhi na jaan paye kya dard guzri hum par, Sitam seh gaye hum bas yu hi muskura kar, Per…
Munasib na hua, socha unhe takleef na ho, Varna puchh leta unse gar koi aitraaz na ho, Ke gar khushi hoto azadi tujhe apni dedoon tohfe mein, Ye meri Zindagi…
Dil bechain tha par ise kinara na mila, Machalti raaton mein tere husn ka sahara na mila, Log peete hai ishq me khud ko mita lene ko, Hume to Ishq…
Mat kar itni mohabbat aye naadan dil, Pyaar samundar sa gehra hai, paar nahi payega. Toot jayega tu kisi apno ke hi hathon, Kisne toda, ye bayaan nahi kar payega.…
Aye Ishq tu beemar kyun hua, Zamana badla to tu khuddar kyun hua, Humne to har lamha nibhaya tha tujhko, Tu apno ka hokar bhi Bezar kyun hua.
Har baar aisa nahi hai ki jab bhi Teri yaad aati hai udaas ho jata hun Magar jab bhi udaas hota hun Teri yaad jarur aati hai. Read More Shayari:…
Har pal kuch sochte rehne ki Aadat ho gayi hai, Har aahat par chonk jane ki Aadat ho gayi hai, Tere ishq mein e bewafa, Hijr ki raaton ke sung,…
Tumko Samjhta Hun Ae Dost, Kyonki Sabko Hi Aajma Chuka Hun, Kahin Tumko Bhi Pacchtana Na Padey Yahan, Kai Haseenao Se Dhoka Kha Chuka Hun Main. Read More Shayari: Dua…