Ajab Nashat Se Jallad Ke chale Hain Hum Aage
Ajab nashāt se jallād ke chale haiñ ham aage Ki apne saa.e se sar paañv se hai do qadam aage Qazā ne thā mujhe chāhā ḳharāb-e-bāda-e-Ulfat faqat ḳharāb likhā bas…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Iss Category Ke Andar Tamam Asli Shayaro Ki List Hai. Jo Shayari Karte Hai.
Ajab nashāt se jallād ke chale haiñ ham aage Ki apne saa.e se sar paañv se hai do qadam aage Qazā ne thā mujhe chāhā ḳharāb-e-bāda-e-Ulfat faqat ḳharāb likhā bas…
Afsos ki dandāñ kā kiyā Rizq Falak ne Jin logoñ kī thī Dar-ḳhur-e-aqd-e-Guhar añgusht Kaafī hai nishānī Tirā chhalle kā na denā Khālī mujhe dikhlā ke ba-vaqt-e-safar añgusht Likhtā huuñ…
Aamad-e-sailāb-e-tūfān-e-sadā-e-āb hai Naqsh-e-pā jo kaan meñ rakhtā hai uñglī jaada se Bazm-e-mai vahshat-kada hai kis kī chashm-e-mast kā Shīshe meñ nabz-e-parī pinhāñ hai mauj-e-bāda se Dekhtā huuñ vahshat-e-shauq-e-ḳharosh-āmāda se Fāl-e-rusvā.ī…
Amad-e-ḳhat se huā hai sard jo bāzār-e-Dost Dūd-e-sham-e-kushta thā shāyad ḳhat-e-ruḳhsār-e-Dost Ai dil-e-nā-āqibat-andesh zabt-e-shauq kar Kaun lā saktā hai tāb-e-jalva-e-dīdār-e-Dost Khāna-vīrāñ-sāzī-e-hairat tamāshā kījiye Sūrat-e-naqsh-e-qadam huuñ rafta-e-raftār-e-Dost Ishq meñ bedād-e-rashk-e-ġhair ne…
Aabrū kyā ḳhaak us gul kī ki gulshan meñ nahīñ Hai garebāñ nañg-e-pairāhan jo dāman meñ nahīñ Zof se ai girya kuchh baaqī mire tan meñ nahīñ Rañg ho kar…
Añkhoñ se hayā Tapke hai andāz to dekho Hai bul-havasoñ par bhī sitam naaz to dekho Us but ke liye maiñ havas-e-hūr se guzrā Is ishq-e-ḳhush-anjām kā āġhāz to dekho…
AahaT sī koī aa.e to lagtā hai ki tum ho Saaya koī lahrā.e to lagtā hai ki tum ho Jab shāḳh koī haath lagāte hī chaman meñ Sharmā.e lachak jaa.e…
Aah ko chāhiye ik umr asar hote tak Kaun jiitā hai tirī zulf ke sar hote tak Dām-e-har-mauj meñ hai halqa-e-sad-kām-e-nahañg Dekheñ kyā guzre hai qatre pe guhar hote tak…
Aae kuchh abr kuchh sharāb Aae Is ke ba.ad aa.e jo azaab Aae Bām-e-mīnā se māhtāb utre Dast-e-sāqī meñ āftāb aae Har rag-e-ḳhūñ meñ phir charāġhāñ ho Sāmne phir vo…