Aaj Aaya Hai Koi U Najaro Ke Samne
Aaj aaya hai Koi u najro ke samne nagara Banke Dil Katha Hai hata le Nagre Vo kahtha Hai Dakhthi reh Umar Bhar
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Iss Category Ke Andar Tamam Asli Shayaro Ki List Hai. Jo Shayari Karte Hai.
Aaj aaya hai Koi u najro ke samne nagara Banke Dil Katha Hai hata le Nagre Vo kahtha Hai Dakhthi reh Umar Bhar
Dard se mere hai tujh ko be-qarārī hae hae Kyā huī Zālim tirī ġhaflat-shi.ārī hae hae Tere dil meñ gar na thā āshob-e-ġham kā hausla Tū ne phir kyuuñ kī…
Dahr meñ naqsh-e-vafā vajhe-tasallī na huā Hai ye vo lafz ki sharminda-e-manī na huā Sabza-e-ḳhat se tirā kākul-e-sarkash na dabā Ye zamurrad bhī harīf-e-dam-e-afī na huā Maiñ ne chāhā thā…
Chashm-e-ḳhūbāñ ḳhāmushī meñ bhī navā-Pardāz hai Surma to kahve ki dūd-e-shola-e-Avāz hai Paikar-e-ushshāq sāz-e-tāla-e-nā-Sāz hai Naala goyā gardish-e-saiyyāra kī Avāz hai Dast-gāh-e-dīda-e-ḳhūñ-bār-e-majnūñ dekhnā Yak-bayābāñ jalva-e-gul farsh-e-pā-Andāz hai Chashm-e-ḳhūbāñ mai-farosh-e-nashshah-zār-e-nāz hai…
Chāhiye achchhoñ ko jitnā chāhiye Ye agar chāheñ to phir kyā chāhiye Sohbat-e-rindāñ se vājib hai Hazar Jā-e-mai apne ko khīñchā chāhiye Chāhne ko tere kyā samjhā thā Dil Bare…
Chaak kī ḳhvāhish agar Vahshat ba-Uryānī kare Sub.h ke mānind zaḳhm-e-dil Garebānī kare Jalve kā tere vo aalam hai ki gar kiije Khayāl Dīda-e-dil ko ziyārat-gāh-e-hairānī kare Hai shikastan se…
Bisāt-e-ijz meñ thā ek dil yak qatra ḳhuñ vo bhī So rahtā hai ba-andāz-e-chakīdan sar-Nigūñ vo bhī Rahe us shoḳh se āzurda ham chande Takalluf se Takalluf bartaraf thā ek…
Bīm-e-raqīb se nahīñ karte vida-e-Hash Majbūr yaañ talak hue ai iḳhtiyār Hif Jaltā hai dil ki kyuuñ na ham ik baar Jl ga.e Ai nā-tamāmi-e-nafas-e-shola-bār Haif
Be-e’tidāliyoñ se subuk sab meñ ham hue Jitne ziyāda ho ga.e utne hī kam hue Pinhāñ thā daam saḳht qarīb āshiyān ke Udane na paa.e the ki giraftār ham hue…
Bazm-e-shāhanshāh meñ ash.ār kā daftar khulā Rakhiyo yā rab ye dar-e-ganjīna-e-gauhar khulā Shab huī phir anjuman-e-raḳhshanda kā manzar khulā Is takalluf se ki goyā but-kade kā dar khulā Garche huuñ…