Dost Gam-Khwari Mein Meri Sai Farmawenge Kya
Dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyā Zaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā Be-niyāzī had se guzrī banda-parvar kab talak Ham kaheñge hāl-e-dil aur aap farmāveñge kyā…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Iss Category Ke Andar Tamam Asli Shayaro Ki List Hai. Jo Shayari Karte Hai.
Dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyā Zaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā Be-niyāzī had se guzrī banda-parvar kab talak Ham kaheñge hāl-e-dil aur aap farmāveñge kyā…
Dil hī to hai na sañg-o-ḳhisht dard se bhar na aa.e kyuuñ Roeñge ham hazār baar koī hameñ satāe kyuñ Dair nahīñ haram nahīñ dar nahīñ āstāñ nahīñ BaiThe haiñ…
Dhotā huuñ jab maiñ piine ko us sīm-tan ke Paañv Rakhtā hai zid se khīñch ke bāhar lagan ke Paañv Dī sādgī se jaan padūñ kohkan ke Paañv Haihāt kyuuñ…
Dhamkī meñ mar gayā jo na bāb-e-Nabard thā Ishq-e-nabard-pesha Talabgār-e-mard thā Thā zindagī meñ marg kā khatkā lagā huā Udne se pesh-tar bhī mirā rañg Zard thā Tālīf nusḳha-hā-e-vafā kar…
Dekhnā qismat ki aap apne pe rashk aa jae hai Maiñ use dekhūñ bhalā kab mujh se dekhā jae hai Haath dho dil se yahī garmī gar Andeshe meñ hai…
Dekh kar dar-Parda garm-e-Dāman-Afshānī mujhe Kar ga.ī vābasta-e-tan merī Uryānī mujhe Ban gayā teġh-e-nigāh-e-yār kā sañg-e-fasāñ Marhabā maiñ kyā mubārak hai girāñ-jānī mujhe Kyuuñ na ho be-iltifātī us kī ḳhātir…
Dar-ḳhūr-e-Qahr-o-Ghazab jab koī ham sā na huā Phir ġhalat kyā hai ki ham sā koī paidā na huā Bandagī meñ bhī vo Azāda o ḳhud-bīñ haiñ ki ham UlTe phir…
Bedag is husn me ulajhne ka naam hai zindagi.! Udas is mehfil khushi bantne ka naam hai zindagi..!! Teri ankho ki chamak me khojane ka naam hai zindagi.! Tujhe bhulaker…
Yaad Rakhne ke liye aap ki koi cheez chahiye aap nahi to apki tasveer chahiye…. aapki tasveer hamara dil behla na sakegi kyoki vo aapki tarah muskara na sakegi…..
Phool bankar muskarana zindagi hai Muskarana ke gum bhulana zindagi hai Milkar log khush hote hai to kya hua Bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai