कभी कभी विना गलती के भी माफ़ी मांग लेते है हम
कभी कभी विना गलती के भी माफ़ी मांग लेते है हम क्योकि माफ़ी मांग लेने से कोई छोटा नहीं होता
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Iss Category Ke Andar Tamam Asli Shayaro Ki List Hai. Jo Shayari Karte Hai.
कभी कभी विना गलती के भी माफ़ी मांग लेते है हम क्योकि माफ़ी मांग लेने से कोई छोटा नहीं होता
Uski Mohabbat ka silsila Bhi kitna Ajeeb tha Apna bhi nhi bnaya hme or kisi Aur ka hone bhi nhi diya
Wada to kar dete hai Nibhana bhul jate hai Aag lagakar dil main Bhujhana bhul jate hai Ab to Aadat si ho gayi hai Ki rulate hai bahut lekin Aansu…
Shumār-e-sub.ha marġhūb-e-but-e-mushkil-pasand aayā Tamāshā-e-ba-yak-kaf burdan-e-sad-dil-pasand aayā Ba-faiz-e-be-dilī naumīdi-e-jāved āsāñ hai Kushāyish ko hamārā uqda-e-mushkil-pasand aayā Havā-e-sair-e-gul ā.īna-e-be-mehri-e-qātil Ki andāz-e-ba-ḳhūñ-ġhaltīdan-e-bismil-pasand aayā Ravānī-hā-e-mauj-e-ḳhūn-e-bismil se Tapaktā hai Ki lutf-e-be-tahāshā-raftan-e-qātil-pasand aayā ‘Asad’ har jā…
Shikve ke naam se be-mehr ḳhafā hotā hai Ye bhī mat kah ki jo kahiye to gila hotā hai Pur huuñ maiñ shikve se yuuñ raag se jaise baajā Ik…
Jahāñ terā naqsh-e-qadam dekhte haiñ Khayābāñ ḳhayābāñ iram dekhte haiñ Dil-āshuftagāñ ḳhāl-e-kunj-e-dahan ke Suvaidā meñ sair-e-adam dekhte haiñ Tire sarv-qāmat se ik qadd-e-ādam Qayāmat ke fitne ko kam dekhte haiñ…
Jāda-e-rah ḳhur ko vaqt-e-shām hai tār-e-shuā.a Charḳh vā kartā hai māh-e-nau se āġhosh-e-vidā.a Sham.a se hai bazm-e-añgusht-e-tahayyur dar dahan Sho.ala-e-āvāz-e-ḳhūbāñ par ba-hañgām-e-simā.a Juuñ par-e-tā.ūs jauhar taḳhta mashq-e-rañg hai Bas-ki hai…
Jab tak dahān-e-zaḳhm na paidā kare koī Mushkil ki tujh se rāh-e-suḳhan vā kare koī Aalam ġhubār-e-vahshat-e-majnūñ hai sar-ba-sar Kab tak ḳhayāl-e-turra-e-lailā kare koī Afsurdagī nahīñ tarab-inshā-e-iltifāt Haañ dard ban…
Jab ba-taqrīb-e-safar yaar ne mahmil bāñdhā Tapish-e-shauq ne har zarre pe ik dil bāñdhā Ahl-e-bīnash ne ba-hairat-kada-e-shoḳhi-e-nāz Jauhar-e-ā.ina ko tūti-e-bismil bāñdhā Yaas o ummīd ne yak-arbada maidāñ māñgā Ijz-e-himmat ne…
Ishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanā Dard kā had se guzarnā hai davā ho jaanā Tujh se qismat meñ mirī sūrat-e-qufl-e-abjad Thā likhā baat ke bante hī judā ho…