Ek aaina rubaru hai abhi
Ek aaina rubaru hai abhi us kī ḳhushbū se guftugū hai abhī vahī ḳhāna-ba-dosh ummīdeñ vahī be-sabr dil kī ḳhū hai abhī dil ke gunjān rāstoñ pe kahīñ terī āvāz…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Ek aaina rubaru hai abhi us kī ḳhushbū se guftugū hai abhī vahī ḳhāna-ba-dosh ummīdeñ vahī be-sabr dil kī ḳhū hai abhī dil ke gunjān rāstoñ pe kahīñ terī āvāz…
ghar kā rasta bhī milā thā shāyad raah meñ sañg-e-vafā thā shāyad is qadar tez havā ke jhoñke shāḳh par phuul khilā thā shāyad jis kī bātoñ ke fasāne likkhe…
achānak dilrubā mausam kā dil-āzār ho jaanā duā āsāñ nahīñ rahnā suḳhan dushvār ho jaanā tumheñ dekheñ nigāheñ aur tum ko hī nahīñ dekheñ mohabbat ke sabhī rishtoñ kā yuuñ…
hairān haiñ lab-basta haiñ dil-gīr haiñ ġhunche ḳhushbū kī zabānī tirā paiġhām hī aaye lamhāt-e-masarrat haiñ tasavvur se gurezāñ yaad aa.e haiñ jab bhī ġham-o-ālām hī aaye tāroñ se sajā…