Ye Teri Jhil Si Ankho Me Ratjaga Ki Bhanwar..!
Ye teri jhil si ankho me Ratjaga ki bhanwar..! Ye tere phool se chehre pe Chandni ki phuhar..!! Ye benayaz ghane jungle se baal tere…! Ye phulti hue sarso ka…
Ye teri jhil si ankho me Ratjaga ki bhanwar..! Ye tere phool se chehre pe Chandni ki phuhar..!! Ye benayaz ghane jungle se baal tere…! Ye phulti hue sarso ka…
Aitbar nhi to kam se kam puch hi lea kro..! Kyu bevajeh dusro ke khyalat ka izhar kerte ho …!! Uske khyalat Haqeeqat se bhut pre hai lekin…! Tumhe Waqt…
Na lamha, na aik pal jia, is khauf se aie momin..! Ke kahi palak jhapakte hi, sunhare khawab me na khojau..!! Haqeeqat ko pane ke kitne kareeb tha mai..! Kahi…
Tamanna mujhe bhi thi aasma chune ki..! In unchi patango si bin pakh hawa me udjane ki..!! Lekin mai khud ki hi khamoshi na samjh saka..! Ab samjha to phir…
Anjane me kuch alfaz nasuur banjate hai aksar..! Apne har alfaaz pe marham banane se acha hai..!! Mujhe apni soch ka mukhbir banalo tum..!!
Haqeeqat Jan ker preshan ho gae ye raat..! Ke mere aane se bhi phiki kyu nhi hue ye raat..!! Use bada gurur tha apne astitva pe..! Bhul baitha tha ke…
Sharmahat parda hai us benayaz khubsoorti ka..! Jo pighalti hai tere noor-e-aaftab ke sath..!! Muhabbat khwab nahi, haqeekat ki sada hai..! Dil ki dharkan se sulagti hai ahista ahista..!!
Jab lagi thokar, to manga hath maine sambhalne ko..! Khoe rahe vo apne khayal me, meri awaz ko darkinara ker..!! Phir bade saste me man gae, mujhe bahar nikalne ko..!…
Khawabo ke machan pe lagaya tha, teri yaado ka sehra..! Tinka tinka joda tha, is dil ke paydan pe..!! Aik phunk hi to thi, Koe aandhi thodi na thi..! Phir…
Jhuka ker rukh,bikheri jo zamane me roshni tune..! Zamane ne tere hukuuk ki baat ki zamane se..!! Kabhi parda, kabhi ghunghat, kbhi aankho ki thandak tu..! Nazarya hai zamane ka,…