Bas-Ki Dushwar Hai Har Kaam Ka Aasan Hona
Bas-ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honā Aadmī ko bhī mayassar nahīñ insāñ honā Girya chāhe hai ḳharābī mire kāshāne kī Dar o dīvār se Tapke hai bayābāñ honā…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Bas-ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honā Aadmī ko bhī mayassar nahīñ insāñ honā Girya chāhe hai ḳharābī mire kāshāne kī Dar o dīvār se Tapke hai bayābāñ honā…
Ba-nāla hāsil-e-dil-bastagī Farāham kar Matā-e-ḳhāna-e-zanjīr juz sadā malūm Ba-qadr-e-hausla-e-ishq jalva-rezī hai Vagarna ḳhāna-e-ā.īna kī fazā malūm ‘Asad’ farefta-e-intiḳhāb-e-tarz-e-Jafā Vagarna dilbarī-e-vāda-e-vafā malūm
Balā se haiñ jo ye pesh-e-nazar dar-o-Dīvār Nigāh-e-shauq ko haiñ bāl-o-par dar-o-Dīvār Vufūr-e-ashk ne kāshāne kā kiyā ye Rañg Ki ho ga.e mire dīvār-o-dar dar-o-Dīvār Nahīñ hai saaya ki sun…
Bahut sahī ġham-e-gītī sharāb kam kyā hai Ghulām-e-sāqi-e-kausar huuñ mujh ko ġham kyā hai Tumhārī tarz-o-ravish jānte haiñ ham kyā hai Raqīb par hai agar lutf to sitam kyā hai…
Baaġh pā kar ḳhafaqānī ye Darātā hai mujhe Sāya-e-shāḳh-e-gul af.ī Nazar aatā hai mujhe Jauhar-e-teġh ba-sar-chashma-e-dīgar mālūm Huuñ maiñ vo sabza ki zahrāb ugātā hai mujhe Mudda.ā mahv-e-tamāshā-e-shikast-e-Dil hai Aaina-ḳhāna…
Az-Mehr Tā-Ba-Zarra Dil-O-Dil Hai Aaina Tuutī ko shash-jihat se muqābil hai Aaina Hairat hujūm-e-lazzat-e-ġhaltānī-e-Tapish Sīmāb-e-bālish o kamar-e-dil hai Aaina Ghaflat ba-bāl-e-jauhar-e-shamshīr par-fishāñ Yaañ pusht-e-chashm-e-shoḳhī-e-qātil hai Aaina Hairat-nigāh-e-barq-e-tamāshā bahār-e-shoḳh Dar-parda-e-havā par-e-bismil…
‘Asad’ ham vo junūñ-jaulāñ gadā-e-be-sar-o-pā haiñ Ki hai sar-panja-e-mizhgān-e-āhū pusht-ḳhār Apnā
Arz-e-niyāz-e-ishq ke qābil nahīñ rahā Jis dil pe naaz thā mujhe vo dil nahīñ rahā Jaatā huuñ dāġh-e-hasrat-e-hastī liye hue Huuñ sham-e-kushta dar-ḳhur-e-mahfil nahīñ rahā Marne kī ai dil aur…
Arz-e-nāz-e-shoḳhi-e-dandāñ barā.e-ḳhanda hai Dāvā-e-jamiyat-e-ahbāb jā-e-ḳhanda hai Hai adam meñ ġhuncha mahv-e-ibrat-e-anjām-e-gul Yak-jahāñ zaanū ta.ammul dar-qafā-e-ḳhanda hai आप इस शायरी को भी पढ़ना चाहोगे: Shikwe Ke Nam Se Be-Mehr Khafa Hota…
Ajab nashāt se jallād ke chale haiñ ham aage Ki apne saa.e se sar paañv se hai do qadam aage Qazā ne thā mujhe chāhā ḳharāb-e-bāda-e-Ulfat faqat ḳharāb likhā bas…