Ab Ke Tajdid-E-Wafa Ka Nahin Imkan Janan
Jis ko dekho vahī zanjīr-ba-pā lagtā hai Shahr kā shahr huā dāḳhil-e-zindāñ jānāñ Ab tirā zikr bhī shāyad hī ġhazal meñ aa.e Aur se aur hue dard ke unvāñ jānāñ…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Jis ko dekho vahī zanjīr-ba-pā lagtā hai Shahr kā shahr huā dāḳhil-e-zindāñ jānāñ Ab tirā zikr bhī shāyad hī ġhazal meñ aa.e Aur se aur hue dard ke unvāñ jānāñ…
Ab ke ham bichhḌe to shāyad kabhī ḳhvāboñ meñ mileñ Jis Tarah sūkhe hue ful kitāboñ meñ mileñ DhūñDh ujḌe hue logoñ meñ vafā ke motī Ye ḳhazāne tujhe mumkin…
Ab aur kyā kisī se marāsim baḌhā.eñ ham Ye bhī bahut hai tujh ko agar bhuul jaa.eñ ham Sahrā-e-zindagī meñ koī dūsrā na thā Sunte rahe haiñ aap hī apnī…
Ashiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karo Bāvle ho jāoge mahtāb mat dekhā karo Jasta jasta paḌh liyā karnā mazāmīn-e-vafā Par kitāb-e-ishq kā har baab mat dekhā karo Is…
Aañkh se duur na ho Dil se utar jā.egā Vaqt kā kyā hai Guzartā hai guzar jā.egā Itnā mānūs na ho ḳhalvat-e-Gham se apnī Tū kabhī ḳhud ko bhī dekhegā…
शाम सूरज को ढलना सिखाती है शमां परवाने को जलना गिरने पर चोट तो जरूर लगती है लेकिन ठोकर ही इंसान को चलना सिखाती है |
जिंदगी में जितने हमदर्द मिलते है सच कहु तो सबसे ज्यादा दर्द उन्ही से मिलते है |
सच्ची मोहब्बत तो दिल से होती है सच्चे रिश्ते भी दिल से होते है जरुरत के लिए बने रिश्ते अक्सर टूट जाया करते है |
Shikve ke naam se be-mehr ḳhafā hotā hai Ye bhī mat kah ki jo kahiye to gila hotā hai Pur huuñ maiñ shikve se yuuñ raag se jaise baajā Ik…
Jahāñ terā naqsh-e-qadam dekhte haiñ Khayābāñ ḳhayābāñ iram dekhte haiñ Dil-āshuftagāñ ḳhāl-e-kunj-e-dahan ke Suvaidā meñ sair-e-adam dekhte haiñ Tire sarv-qāmat se ik qadd-e-ādam Qayāmat ke fitne ko kam dekhte haiñ…