Dariya-E-Isqh Mein
Dariya-e-ishq mein gota lagane ko ye dil machal raha, Na mani kisi ki aur usme ja gira, Ufanta raha, sitam dard sehta raha, Maujon ke sang vo machalta raha. Akhir…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Dariya-e-ishq mein gota lagane ko ye dil machal raha, Na mani kisi ki aur usme ja gira, Ufanta raha, sitam dard sehta raha, Maujon ke sang vo machalta raha. Akhir…
Kar itni mohabbat ke sitam majboor ho jaye, Na kar itna sitam ke mohabbat choor ho jaye, Ho jidd sath jeene marne ki har janam yu ki, Judai si kismat…
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya…
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara…
Vo khuli hawaon mein sans lena unhe gawara na hua, Har zameen darkinare pehre bitha diye usne, Hum to nadan the, jo un pehro ko bhi samjhe, Ye to hai…
Uski awaz kanon tak aayi aur laut gayi, Zamana chal raha tha aur chalta rha Fareeb ka, Kuch pal hi beete the tab jakar ehsas hua, Laut kar dekha pichhe…
Jise karna hai raaz vo apni akal lagate hain, Baat baat mein hum sabko ek duje se ladate hain, Vo bote hain nafrat, aur hum use badhate hain, Jab tak…
Aao hum sab milke Ram mandir banate hain, Andar tum puja karna, bahar hum jamat lagate hain, Kuch log kahenge mai pagal hoon, kuch log khush ho jaenge, Jiske dil…
Dard mein shiddat thi itni ke hum alfaz bhul gaye, Aur hukumat aaj bhi jarf zer mein atki rahi, Koi tanha hai, koi majboor to koi bebas hai, Aaj ki…