Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal
Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal, Ye vo keemti lamhe hain batore humne khas kar, Kuch gum hume dedo baki hum bita lenge, Kuch pal haseen tere sang…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal, Ye vo keemti lamhe hain batore humne khas kar, Kuch gum hume dedo baki hum bita lenge, Kuch pal haseen tere sang…
Munasib na hua, socha unhe takleef na ho, Varna puchh leta unse gar koi aitraaz na ho, Ke gar khushi hoto azadi tujhe apni dedoon tohfe mein, Ye meri Zindagi…
Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke, Humne to doobte tinko se jahaz bante dekha hai, Arman hai ki banana hai burz chand pe unko, Humne to kachchi mitti…
Gulabi ishq hai, abhi khumar hai isme, Jo par jaye gulal to nasha beshumar hai isme, Labo pe pari hai jo oos ki bundein, Thaharti hai tab tak, jab tak…
Aaj tha mayus dil, yu tanhai mein ro pada, Ankhon mein khoya tha unki yadon mein bhi khone lga, Masumiyat se dekha jo usne ,kya haseen vo sham thi, Tanhai…
Aaj mai paida hua hoon, kisi ki aawaj se, Chahat mein base kuch armaano ki aas se, Aaj mai paida hua, khwabon ki talash se, Duniya mein phailae, anchahe fasad…
Jab bhi dekha humne khushi ka chehra, Mujhe tera chand sa chehra dikhne laga, Teri muskurahat mein ab mujhe, Har gehna feeka lagne laga. Teri masoom zuban kya kehti hai…
Thoda tum sanskrit seekho , thoda hum Arbi seekh jate hain, Tum hume Ved seekhao, hum Quran ka path padhate hain, Dekho na Kuch log yahan hume mazhab pe ladate…
Kisi ne raushan kia ek deeya bohot pehle andhere mein, Us deeye ne banke suraj zamane ko raushan kia, Ek koshish maine bhi ki lekin zamane se hat kar zara,…
Tanha rehna sikh raha hoon, Mar kar jeena sikh raha hoon, Paa kar khona sikh liya hai, khokar pana sikh raha hoon. Sabar ko apni rah bana kar, Kanton par…