Andhere ko roshini ka Sahara mila, bhatke ko khuda ka Sahara mila
Andhere ko roshini ka Sahara mila, Tanha ko Humsafar ka Sahara mila, Bhatke ko khuda ka Sahara mila, Aur mujhe zindagi ka Sahara mila. Dard ko aansuon ka Sahara mila,…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Andhere ko roshini ka Sahara mila, Tanha ko Humsafar ka Sahara mila, Bhatke ko khuda ka Sahara mila, Aur mujhe zindagi ka Sahara mila. Dard ko aansuon ka Sahara mila,…
Meri cheekhe bhi nahi rok payi, Vo dard Jo mujhe mila. Koi marham Tak nahi bana tha, Uss zakhm ke lye Jo mujhe Mila. Dekar mujhe jeene ki saza, Vo…
Taaro see thodi chaandani churakar, Saja lo apna aaj. Yeh hunar sab mein hai, Bas chaatna hai, Vo jaduyi chirag. Tatol Kar Mann ko, Karo ek Madhuri dhun tayaar, Dekho…
Doobta hai toh doob Jane do, Kya kusoor hai kashti ka? Haal Kya hai koi jaane hai Kya, Meri basti ka. Muskurao bhi agar , Dil pe dastak koi tanhayee…
Tapish-e-sehra aur dariya-e-noor, Dikhate hai Kam aise karishme hone ko, Mil jaye koi wafadaar iss daur mein, Daulat vahi hai sabse badi khone ko. Bhoolakar mohobbat lhush hai koi, Toh…
Zindagi ne kab hum par rehem kiya, Jab gumsum the, Tab hausla diya. Jab khush hue, Toh sab cheen liya. Duniya ne kab hum par rehem kiya, Jab upar uthe,…
Samudra ki gehraiyon mein Dhoondte rahe hum tumhe, Tum toh kinare par the. Sitaron mein khojte rahe hum tumhe, Tum toh zameenon par the. Khwahishe Karte rahe tumhare, Tum toh…
Kabhi tanhayee ka Alam tha, Kabhi ruswayi ka Alam tha, Jaag Kar kaati kayi raatein, Yaaron vo mohobbat ka mausam tha. Kabhi Dil mein chubhan thi, Kabhi aankhein nam thi,…