Khuda ka shukar hai
Khuda ka shukar hai usne khwab banaya, Varna tumse Milne ki tammana kabhi Puri na hoti.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Khuda ka shukar hai usne khwab banaya, Varna tumse Milne ki tammana kabhi Puri na hoti.
Tere naam se mohobbat ki hai, Tere ehsaas se mohobbat ki hai, Tu paas nahi mere Teri yaad se mohobbat ki hai. Ki
Bagair jiske ek pal guzaarna mushkil tha, Aaj vahi sirf khel khwaabo mein aake reh Gaya.
Meri khwahisho ko toda Gaya, Meri neendo ko cheena Gaya, Mere jazbaaton se khela Gaya, Meri ruh ko rulaya Gaya.
Mujhe azaad hona hai, Mujhe khush rehna hai, Mujhe kamyaab hona hai, Mujhe Zindagi ko jeena hai.
Na umeed hona bhi gunaah hai, Intezaar karna bhi saza hai, Ab nahi jaante Kya kare, Kuch kehna bhi Mana hai.
Ek sabar ke alava mere paas kuch bhi nhi hai, Barbaad alam ka ab kuch ehsaas bhi nahi hai.
Mere saare jazbaat bas shayari mein simat Kar reh Gaye, tumhe toh khabar Tak nahi hum Kya Kya keh Gaye.
Ek galti pe rooth Kar Chala Gaya vo shaqs, Jaise usse ek muddat se iss mauke ki talaash this.
Rishto ko bas nibha liya karo, Kabhi maan Jaya karo, Kabhi Mana liya karo.