Teri yaad se rishta Kal bhi tha
Teri yaad se rishta Kal bhi tha, Teri yaad se rishta aaj bhi hai, Dil yeh dukhta Kal bhi tha, Dil yeh dukhta aaj bhi hai.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Teri yaad se rishta Kal bhi tha, Teri yaad se rishta aaj bhi hai, Dil yeh dukhta Kal bhi tha, Dil yeh dukhta aaj bhi hai.
Bhule ho tum iss adaa se, Ki ab toh tumhe samajhna Tak mushkil ho Gaya hai, Khuda jaane ki humne koi galti ki, Ya fir koi aur hi tumhare kareeb…
Har raat tujhe bhula Kar, Din ka agaz Tere khyaal se Karte hai, Yaad karke tujhe, Aaj bhi zakhmo ko khureda Karte hai.
Jab jab Teri yaad mein Mera Dil dukha, Tere haq mein hum Dua kiya Karte hai, Duniya ke aage tujhe likh kar bura, Chaand raaton nein baith Kar Roya Karte…
Phoolon se khushboo ka taluq hai zaruri, Tu mujhe khushboo ban Kar mila Kar, Main bhi insaan hu mujhe bhi darr hai behekne ka, Tu mujhe hijabon mein mila Kar.
Lafzon ki tarah mujhse kitabon mein mila Kar, Duniya ka tujhe darr hai toh khwabon mein mila Kar, Sahil ko chu Kar tujhe mehsus karlunga, Tu mujhe lehron ki tarah…
Meri qabar pe vo rone aaye hai, Humse pyar hai yeh kehne aaye hai, Jab Zindagi thi toh rulaya buht, Ab Aram se soye hai toh jagane aaye hai.
Mohobbat vo adaa hai janab, Jisme sab kamyaab nahi, Jinhe panah mili ungliyo par ginlo, Jo barbaad hue unka hisab nahi.
Tere sheher, Tere khyaal se Tak nikal jaunga, Tu Jo mukar Gaya hai apni har baat see, Dekhna ek din main bhi badal jaunga.
Teri khwahish Karli toh konsa gunaah kardiya, Log toh ibadat mein Puri qaynaat maang lete hai, Maine apni qaynaat maangi, Toh Kya gunaah kardiya.