Aadmi Waqt Par Gaya Hoga
Aadmi vaqt par gaya hoga Vaqt pahle guzar gaya hoga Vo hamari taraf na dekh ke bhi Koi ehsan dhar gaya hoga Khud se mayas ho ke baitha huun Aaj…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Aadmi vaqt par gaya hoga Vaqt pahle guzar gaya hoga Vo hamari taraf na dekh ke bhi Koi ehsan dhar gaya hoga Khud se mayas ho ke baitha huun Aaj…
Aaj lab-e-guhar-fishan aap ne va nahin kiya Tazkira-e-ḳhajista-e-ab-o-hava nahin kiya Kaise kahen ki tujh ko bhi ham se hai vasta koi Tu ne to ham se aaj tak koi gila…
Anokhi vaza hai saare zamane se nirale hain Ye ashiq kaun si basti ke ya-rab rahne vaale hain Ilaj-e-dard men bhi dard ki lazzat pe marta huun Jo the chhalon…
Amin-e-raz hai mardan-e-hur ki darveshi Ki jibrail se hai us ko nisbat-e-ḳhveshi Kise ḳhabar ki safine Dubo chuki kitne Faqih o suufi o sha.ir ki na-ḳhush-andeshi Nigah-e-garm ki sheron ke…
Agar kaj-rau hain anjum asman tera hai ya mera Mujhe fikr-e-jahan kyuun ho jahn tera hai ya mera Agar hangama-ha-e-shauq se hai la-makan ḳhali Khata kis ki hai ya rab…
Aflak se aata hai nalon kā javab aḳhir Karte hain ḳhitab aḳhir uthte hain hijab aḳhir Ahval-e-mohabbat men kuchh farq nahin aisa Soz o tab-o-tab avval soz o tab-o-tab aḳhir…
Alam-e-ab-o-ḳhak-o-bad sir-e-ayan hai tu ki mai Vo jo nazar se hai nihan us ka jahan hai tu ki mai Vo shab-e-dard-o-soz-o-Gam kahte hai zindagi jise Us ki sahar hai tU…
Chand nikle kisī janib tiri zebai ka Rañg badle kisi surat shab-e-tanhai ka Daulat-e-lab se phir ai ḳhusrav-e-shirin-dahanan Aaj arzan ho koi harf shanasai ka Garmi-e-rashk se har anjuman-e-gul-badanan Tazkira…
Be-dam hue bimar dava kyun nahin dete Tum achchhe masihā ho shifa kyun nahin dete Dard-e-shab-e-hijran ki jaza kyun nahin dete Khun-e-dil-e-vahshi kā sila kyun nahin dete MiT jaegi maḳhluq…
Baat bas se nikal chali hai Dil ki halat sambhal chali hai Ab junun had se badh chala hai Ab tabiat bahal chali hai Ashk ḳhunab ho chale hain Gham…