Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai
Dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai Aḳhir is dard kī davā kyā hai Ham haiñ mushtāq aur vo be-zār Yā ilāhī ye mājrā kyā hai Maiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai Aḳhir is dard kī davā kyā hai Ham haiñ mushtāq aur vo be-zār Yā ilāhī ye mājrā kyā hai Maiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā…
Dil mirā soz-e-nihāñ se be-muhābā jal gayā Atish-e-ḳhāmosh kī mānind goyā jal gayā Dil meñ zauq-e-vasl o yād-e-yār tak baaqī nahīñ Aag is ghar meñ lagī aisī ki jo thā…
Dil se tirī nigāh jigar tak utar ga.ī Donoñ ko ik adā meñ razā-mand kar ga.ī Shaq ho gayā hai siina ḳhushā lazzat-e-farāġh Taklīf-e-parda-dāri-e-zaḳhm-e-jigar ga.ī Vo bāda-e-shabāna kī sarmastiyāñ kahāñ…
Dil lagā kar lag gayā un ko bhī tanhā baiThnā Bare apnī bekasī kī ham ne paa.ī daad yaañ Haiñ zavāl-āmāda ajzā āfrīnash ke tamām Mahr-e-gardūñ hai charāġh-e-rahguzār-e-bād yaañ Hai…
Dīvānagī se dosh pe zunnār bhī nahīñ Yaanī hamāre jaib meñ ik taar bhī nahīñ Dil ko niyāz-e-hasrat-e-dīdār kar chuke Dekhā to ham meñ tāqat-e-dīdār bhī nahīñ Milnā tirā agar…
Diyā hai dil agar us ko bashar hai kyā kahiye Huā raqīb to ho nāma-bar hai kyā kahiye Ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe Qazā…
Dono jahān de ke vo samjhe ye ḳhush rahā Yaañ aa padī ye sharm ki takrār kyā kareñ Thak thak ke har maqām pe do chaar rah ga.e Terā pata…
Dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyā Zaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā Be-niyāzī had se guzrī banda-parvar kab talak Ham kaheñge hāl-e-dil aur aap farmāveñge kyā…
Dil hī to hai na sañg-o-ḳhisht dard se bhar na aa.e kyuuñ Roeñge ham hazār baar koī hameñ satāe kyuñ Dair nahīñ haram nahīñ dar nahīñ āstāñ nahīñ BaiThe haiñ…
Dhotā huuñ jab maiñ piine ko us sīm-tan ke Paañv Rakhtā hai zid se khīñch ke bāhar lagan ke Paañv Dī sādgī se jaan padūñ kohkan ke Paañv Haihāt kyuuñ…