Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai
Har ek baat pe kahte ho tum ki tū kyā hai Tumhīñ kaho ki ye andāz-e-guftugū kyā hai Na sho.ale meñ ye karishma na barq meñ ye adā Koī batāo…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Har ek baat pe kahte ho tum ki tū kyā hai Tumhīñ kaho ki ye andāz-e-guftugū kyā hai Na sho.ale meñ ye karishma na barq meñ ye adā Koī batāo…
Hai bazm-e-butāñ meñ suḳhan āzurda-laboñ se Tañg aa.e haiñ ham aise ḳhushāmad-talaboñ se Hai daur-e-qadah vaj.h-e-pareshāni-e-sahbā Yak-bār lagā do ḳhum-e-mai mere laboñ se Rindān-e-dar-e-mai-kada gustāḳh haiñ zāhid Zinhār na honā…
Hai bas-ki har ik un ke ishāre meñ nishāñ aur Karte haiñ mohabbat to guzartā hai gumāñ aur Yā-rab vo na samjhe haiñ na samjheñge mirī baat De aur dil…
Hai ārmīdagī meñ nikohish bajā mujhe Sub.h-e-vatan hai ḳhanda-e-dandāñ-numā mujhe DhūñDe hai us muġhanni-e-ātish-nafas ko jī Jis kī sadā ho jalva-e-barq-e-fanā mujhe Mastāna tai karūñ huuñ rah-e-vādi-e-ḳhayāl Tā bāz-gasht se…
Gham nahīñ hotā hai āzādoñ ko besh az-yak-nafas Barq se karte haiñ raushan sham-e-mātam-ḳhāna ham Mahfileñ barham kare hai ganjifa-bāz-e-ḳhayāl Haiñ varaq-gardāni-e-nairañg-e-yak-but-ḳhāna ham Bāvajūd-e-yak-jahāñ hañgāma paidā.ī nahīñ Haiñ charāġhān-e-shabistān-e-dil-e-parvāna ham…
Gham-e-duniyā se gar paa.ī bhī fursat sar uThāne kī Falak kā dekhnā taqrīb tere yaad aane kī Khulegā kis tarah mazmūñ mire maktūb kā yā-rab Qasam khaa.ī hai us kāfir…
Ghar hamārā jo na rote bhī to vīrāñ hotā Bahr gar bahr na hotā to bayābāñ hotā Tañgi-e-dil kā gila kyā ye vo kāfir-dil hai Ki agar tañg na hotā…
Ghar jab banā liyā tire dar par kahe Baġhair Jānegā ab bhī tū na mirā ghar kahe Baġhair Kahte haiñ jab rahī na mujhe tāqat-e-Suḳhan Jānūñ kisī ke dil kī…
Ghar meñ thā kyā ki tirā ġham use Ghārat kartā Vo jo rakhte the ham ik Hasrat-e-Tāmīr so hai
Ghuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñ Bose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñ Pursish-e-tarz-e-dilbarī kījiye kyā ki bin kahe Us ke har ek ishāre…